Day 21 Vlog | madat karna para bhari 🥺😱 | Madad Karke Seekha Ek Bada Lesson 🙏
Автор: Rajablog03
Загружено: 2025-11-09
Просмотров: 83
Day 21 ka vlog bahut alag tha... aaj subha kaam karke ghar ja raha tha tab ek uncle mile jinke sath loot hua tha. Raste me kisi ne unhe pilake chhod diya tha jahan koi help karne wala nahi tha. Maine try kiya help karne ka — toto bulaya, doston ko call kiya aur unhe unke ghar tak pahunchaya. Lekin wahan family ka reaction dekhkar dil hil gaya 😔
Dekho kaise humne milkar unke scooty aur saman tak safe karwaya!
Ek real-life experience jo sikhata hai ki madad karna kitna zaroori hai ❤️
#Day21Vlog #DailyVlog #HumanityFirst #RealStory #HelpingOthers #BongaigaonVlogs
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: