Surah Baqarah Ayat 6 & 7 | Kafiron Ka Anjaam | Dil Par Mohar Kyun Lag Jati Hai?
Автор: Kya Kehta Hai Quran
Загружено: 2025-12-31
Просмотров: 11
Surah Al Baqarah Ayat 6 aur 7 mein Allah Ta’ala ne un logon ka zikr kiya hai
jo haq ko jaan kar bhi inkaar karte hain. Is video mein hum samjhenge
ke kafiron ke dil, kaan aur aankhon par mohar kyun laga di jati hai.
Surah Al Baqarah Ayat 6 aur 7 Quran-e-Pak ki bohat aham ayaat hain
jo kufr, inkaar aur hidayat se mehroomi ka concept wazeh karti hain.
In ayaat mein Allah Ta’ala farmata hai ke jo log haq ko jaan kar bhi
imaan nahi laate, un ke liye daantna ya na daantna barabar ho jata hai.
Allah un ke dilon aur kaanon par mohar laga deta hai aur un ki aankhon
par parda hota hai.
Is video mein aap jaanenge:
✔ Ayat 6 aur 7 ka simple Urdu tafseer
✔ Kafiron ki pehchan Quran ki roshni mein
✔ Dil par mohar lagne ka asal sabab
✔ Kya aaj ke daur mein bhi yeh ayaat laagu hoti hain?
Yeh bayan har us shakhs ke liye hai jo Quran ko samajh kar parhna chahta hai
aur apne imaan ko mehfooz rakhna chahta hai.
📌 Quran Tafseer Videos ke liye channel ko SUBSCRIBE karein
📌 Video ko LIKE aur SHARE zaroor karein
📌 Comment mein apna sawal ya raye likhein
#SurahBaqarah #Ayat6 #Ayat7 #QuranTafseer #islamicbayanofficial
#SurahBaqarah
#Ayat6
#Ayat7
#QuranTafseer
#IslamicBayan
#QuranInUrdu
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: