Mout Se Pehle "Kun Faya Kun" Ki Quwwat Ko Kaise Hasil Karein? Surah Yaseen (Last Part)
Автор: Melody of Divine
Загружено: 2026-01-16
Просмотров: 1565
Surah Yaseen ( Last Part )- Mafhoom and Tashreeh by Dr. Maqsood Azeemi
Part 1- • Surah Yaseen: Insani Rooh ka 'Controlling ...
Part 2- • Surah Yaseen Heart Touching Meanins | Ayah...
Best TimeLine: Time Line 4 27 to 5 08
Aur 5 09 se 5 22 Gher ma sab guests ka anaa. Bachon ka Khush hona. aur bohat hee khushyan
For Surah Rehman, Please click on below link:
• سورۃ الرحمٰن کا روحانی مفہوم | تخلیقی نظام...
Is video mein hum Surah Yaseen ki gehrai mein utar kar wo raaz talash karenge jo aam nazron se ojhal hain. Kya kainaat aik bari screen hai jis par hamari zindagi ka display chal raha hai? Ruh-e-Azam (Suraj) aur Ruh-e-Insani (Chand) ke darmiyan kya talluq hai? Hum janenge ke "Salam" sirf aik dua nahi balkeh apne adhoray kaam ko pura karne ka hukam hai. Ye dars un logon ke liye hai jo sirf alfaz nahi balkeh Quran ki rooh ko samajhna chahte hain. Janen ke kaise hamari jablut (instincts) humein bhatkati hain aur kaise hum "Kun Faya Kun" ki quwwat se apni rooh ko munawwar kar sakte hain. Video ko mukammal dekhein aur rohaniat ke is safar mein hamare sath shamil hon.
Contact us for Paid Promotions: melodyofdivine9@gmail.com
#SurahYaseenSecrets #RuhEAzam #KunFayaKun #SufiWisdom #SpiritualAwakening #QuranicMysteries #InnerPeace #UrduSufism #DivineKnowledge #SoulEvolution #KainaatKeRaaz #IslamicMysticism #RohaniDars #LifeSecret #DeepQuranTafseer
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: