Gobhi Aloo Recipe | Simple & Tasty Pakistani Style | Farah Food Channel Vlog
Автор: Farah Food Channel
Загружено: 2025-10-25
Просмотров: 154
Aaj ke vlog mein main bana rahi hoon sab ki favourite Gobhi Aloo Recipe — simple, tasty aur bilkul ghar jaisi! 🥦🥔
Ye woh recipe hai jo har season mein perfect lagti hai, especially jab thandi hawa chal rahi ho.
Main ne is video mein easy steps ke sath dikhaya hai ke kaise aap bhi bana sakte hain mazaydar gobhi aloo bina kisi tension ke.
Agar aapko Pakistani ghar ka khana pasand hai, to ye video aapke liye hai!
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: