Makkah Clock Tower Ke Top Se Baitullah Sharif Ka Hairat Angaiz Manzar | Full Experience
Автор: Zaib Rasheed Vlogs
Загружено: 2025-12-14
Просмотров: 102
Makkah Clock Tower Ke Top Se Baitullah Sharif Ka Hairat Angaiz Manzar | Full Experience
Is video mein main aap ko Makkah Mukarramah ke mashhoor Clock Tower ke top par le kar jata hoon, jahan se Baitullah Sharif ka aik bohat hi khoobsurat aur rooh ko chhoo lene wala manzar nazar aata hai.
Is poore safar aur process ko main ne detail ke sath record kiya hai taake aap bhi mehsoos kar saken ke upar se Haram Shareef ko dekhna kaisa lagta hai.
Agar aap Makkah ki roohani fiza aur Baitullah Sharif se mohabbat rakhte hain to yeh video zaroor dekhein.
#MakkahMukarramah
#ClockTowerMakkah
#BaitullahSharif
#HaramShareefView
#MakkahVlog
#IslamicVlog
#UmrahExperience
#RoohaniSafar
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: