Indian Podcasts EXPOSED: Jhooth, Propaganda aur Fake Gurus 🤯
Автор: InstaGyan
Загружено: 2025-12-04
Просмотров: 35
Aaj ke video mein hum baat karenge Indian Podcasting culture ki kadwi sachai ke baare mein. Kaise podcasts ke naam par superstition, misinformation aur political propaganda failaya ja raha hai. "Content" ke chakkar mein logic ki kaise dhajiya udayi ja rahi hain, ye video zaroor dekhein.
Key Points Covered:
• Ghost stories aur Astrology ke naam par darr ka vyapar.
• Health aur Weight loss ke fake nuske (Aloo Paratha diet?).
• Kaise politicians aur celebs apni image whitewash kar rahe hain.
• Host ka bina sawal kiye bas "haa mein haa" milana.
Timestamps:
[00:00] - Introduction: Social Media ka naya bawandar
[01:38] - Superstition aur Pseudo-science ka dhandha
[03:05] - Astrology aur Bhoot-Pret ki kahaniyan
[07:41] - Dangerous Health Advice (Weight loss myths)
[10:48] - Image Whitewashing aur Paid PR
[13:02] - Political Propaganda in Podcasts
[14:25] - Conclusion aur ek acche Podcast ki recommendation
Hashtags:
#IndianPodcasts #Exposed #RealityCheck #FakeGurus #Pseudoscience #OpenLetter #PodcastCulture #DarkTruth #instagyan
Sponsorship & Business mail :- [email protected]
Follow me on twitter :- / instagyan1
Follow me on Instagram :- / instagyan.motiv. .
Follow us on Facebook :- / instagyan-5862. .
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: