"20 Rupey ki Baraf ka Jhagra 😂 | Dukandar aur Gahak ki Funny Kahani"
Автор: Chaska Comedy
Загружено: 2025-10-15
Просмотров: 110
Ek zabardast funny aur mazahia kahani jismein ek aadmi sirf 20 rupey ki baraf lene aata hai, lekin dukandar usay mehngai aur block ke hisaab samjhata hai. Us ke baad shuru hota hai aik zabardast jhagra, gussa, zid aur hans hans kar lotpot kar dene wali baatien. 😂
Is kahani mein dikhaya gaya hai ke choti si baat kis tarah ek bara mazahia scene ban jati hai. Pehle baraf ka mamla, phir kela bechne tak ka safar – sab kuch comedy aur fun se bharpoor hai. 🍌❄️
Yeh video sirf fun aur entertainment ke liye hai, umeed hai aapko bohot maza aayega.
Agar video achi lage to Like 👍, Share 🔄 aur Subscribe 🔔 karna na bhooliye ga.
👉 Aane jaane walay nazreen ko hamari funny kahaniyan aur mazahia videos hamesha milti rahengi. ❤️
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: