Haldi Se Banai Hui Khuraq Ka Aisa Result? 🔥 Truth Revealed
Автор: Rehan poultry Toba
Загружено: 2026-01-02
Просмотров: 89
Aaj ki is video main main ne haldi mili desi murghiyon ki khuraq ka real result dikhaya hai.
Maine murghiyon ko haldi wali diet di aur phir desi anday ka weight check kiya — result ne mujhe khud surprise kar diya 😳
Kya waqai haldi murghiyon ki sehat behtar karti hai?
Kya haldi wali khuraq se anday ka weight aur quality barhti hai?
Is video main aap 70g desi anday ka proof, mera honest reaction aur complete experience dekhenge.
Agar aap desi murghi palte hain, natural poultry tips main interest rakhte hain ya haldi ke faide jan’na chahte hain, to yeh video aap ke liye bohat useful hai.
Video ko like, share aur channel ko subscribe zaroor karein taake aisi aur real experiments aate rahen 🔥
#Haldi
#DesiAnday
#MurghiKiKhuraq
#PoultryFarming
#HaldiKeFaide
#DesiMurghi
#NaturalFarming
#VillageLife
#HealthyEggs
#DesiAnda
#OrganicFarming
#PakistanYouTuber
#FarmingExperiment
#AndayKaWazan
#HaldiExperiment
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: