Haseeb nay Start kiya Vlog | Farhan mila IStore pay | Sameer Vlogs
Автор: Sameer Malik • 1.2m views • 5 hours ago
Загружено: 2026-01-03
Просмотров: 70
Aaj ka vlog hum ne ghar se shuru kiya jahan Ayan ne vlog start kiya aur Haseeb ne camera sambhala. Phir sab ko welcome kiya aur hair cutting ke liye nikla. Raste mein Qadir waghera se mulaqat hui. Hair cut ke baad CMH road par short clip banayi.
Ghar aa kar fresh hua aur phir barish shuru ho gayi. Barish ke waqt Farhan ke sath iStore par bethay, thori si gapshap hui aur baad mein Hamza bhi join kar gaya. Barish rukne ke baad ghar wapas aa kar vlog end kiya.
Agar aapko simple daily life vlogs pasand hain to like, comment aur subscribe zaroor karein
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: