Kalimi Qawwal | Ye Murshid Tumhari Nigah e Karam Hein (With Translation) | Qawwali | London | Live
Автор: Kalimi Qawwal
Загружено: 2022-01-08
Просмотров: 50273
Instagram: kalimi_qawwal
TikTok: kalimiqawwal
Subscribe For More 🌹
……………………………………………………………
Lyrics
Jo Dono jahaan mai hamara bharam hai
Ye murshid tumhari nigah e karam hai
Ye teri nazar phir teri nazar hai
Ye tera karam mujh pe sham o sahar hai
Mai kyu jawu deyr o haram ki taraf ab
Mera Kaaba o kibla tera sangey dar hai
Elahi na chootey ye daaman e murshid
Ye jab se mila hai karam hi karam hai
Do aalam mai jiska nahi koi saani
Wo mera sanam hai wo mera sanam hai
Ye maana zamane ka mujh pe sitam hai
Tera gham salamat karam hi karam hai
Sage dar jo tu ne banaya hai mujhko
Tumhari nawazish tumhara karam hai
Haqiqat tau ye hai tera aastana
Mera Kaaba e dil Khuda ki kasam hai
#sabribrothers #nusratfatehalikhan #nfak #rahatfatehalikhan #bedamshahwarsi #india #love #pakistan #bedwars #milad #spirituality #rumi #sufism #sufi #qawwali
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: