Shah Daula Daryai | Gujrat Ka Wali Allah Aur Moosh Ka Raaz | Dastan Urdu
Автор: Dastan Urdu
Загружено: 2025-04-13
Просмотров: 1692
Hazrat Shah Daula Daryai Gujrat ke azeem Wali Allah, Qalandar aur Sufi buzurg thay, jin ka roohani rang aaj bhi logon ke dilon ko roshan karta hai. Unki zindagi Mola Aliؑ ki vilayat, faqr, aur khidmat-e-khalq ka ayna thi.
Is video mein aap dekhein ge:
Shah Daula ki karamat aur moosh ka asar
Qalandari rang aur waliyon ka roohani silsila
Mola Ali ki vilayat ka noor jo har buzurg mein jhalakta hai
Sufism aur faqr ka asal chehra
Yeh sirf ek kahani nahi, yeh ek roohani safar hai.
Agar aap Mola Ali se mohabbat rakhte hain, aur Sufism ke deewane hain — yeh video aap ke liye hai.
Subscribe karein aur roohani safar ka hissa ban jaayein.
#ShahDaula #Qalandar #MolaAli #Sufism #WaliAllah #Vilayat #Roohaniyat #MooshShahDaula #GujratWali #SpiritualIslam #Faqr #AuliyaAllah #AliKaWali #ShahDaulaDaryai #MysticPath #SufiLove #QalandariRang #SufiSaints #IslamiTareekh #AliWalay #RoohaniSafar
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: