क्या आपको भी ये तकलीफ है?😮 तो ये रहा हनुमानजी का चमत्कारी उपाय🙏HANUMAN CHALISA
Автор: Jayesh Waghela Vlogs
Загружено: 2025-02-17
Просмотров: 75097
Vlog 197
main hanumanji aur ramji ka bhakt hoon, pehle mere paas kuch nahi tha lekin prabhu ki kripa se sab sahi chal raha hai aur ab mujhe vichar aaya hai ki main apni kamaai se thoda share jarurat mando ki madad karne me lagaana chahta hoon, bhaiya main kaise karu kya karu pls bataaye?
bhaiya hum job transfer ke kaaran alag alag jagah par hame shift hona padta hai, hum rent par rehte hai, lekin man me chinta rehti hai ki jo ghar hum rent pe le rahe hai uski history kya hai, kayi gharo me positive vibes aati hai to kayi me negative, kya kare?
hamare jyotish ne kaha hai ki meri kubdli me bahut saare dosh hai, main kya karu?
#hanuman #hanumanchalisa
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: