“Allah Ki Taraf Wapsi Ki Pukaar – Dil Ko Hila Dene Wala Haqeeqi Bayan”“Wapas Aa Jao…!
Автор: illm-e-JAMSHED
Загружено: 2025-11-26
Просмотров: 507
💔 Duniya ki daud mein kho kar hum aksar us Rab ko bhool jatay hain jisne humein paida kiya…
Magar Allah kabhi apne banday ko nahi bhoolta.
Har gunehgar ke liye, har tootay hue dil ke liye… ek Pukaar hai:
“Wapas aa jao mere banday… Main tum se naraz nahi, tumhari wapsi ka muntazir hoon.”
✨ Yeh bayan un sab ke liye hai jo zindagi ki andheron mein kho gaye hain,
jinhein lagta hai ke unki tauba kabool nahi hogi…
Magar Allah ki rehmat hamari gunahon se bohat badi hai.
Aaj hi wapsi karo. Aaj hi Allah se ruju karo.
Shayad kal ho na ho…
📖 Tauba, rehmat, aur Allah ki mohabbat ka yeh paighaam dil ko behtar banayega,
zindagi ko roshan karega, aur imaan ko taza karega.
---
🏷 Tags:
#AllahKiPukaar #WapsiAllahKiTaraf #Tauba #DilKoChhuLeneWalaBayan #IslamiBayan #ImanAfroze #MotivationalIslamic #IslamicReminder #EmotionalBayan #ReturnToAllah
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: