14 August Special | Top 10 National Songs | Independence Day Mashup | Yashfeen Ajmal Shaikh
Автор: Yashfeen Ajmal Shaikh
Загружено: 2023-08-12
Просмотров: 159775
Presenting an Independence day special mashup 2023 sung by myself. ♥️
14 Auguest Best 10 in 1 National Songs
Vocalist: Yashfeen Ajmal Shaikh
Wordrobe: Yashi's
Audio: Zain Yaqoob (ZDS)
Video: Atta Ul Mustafa (i7Studio)
Label: YAS Records
--------------------------------------------
lyrics:
Pak Sar Zameen Shadbad
Kishware Haseen Shadbad
Tu Nishan e Azm e Alishan
Arze Pakistan
Markaz e Yaqeen Shadbad
Hum apni sansen tere naam karty hain,
Aye watan hum teri azmat ko salam karty hain,
Ye watan tumhara hai tum ho pasban is k
Ye chaman tumhara hai tum ko naghma khuwan is k,
Is chaman k phulo par rang o aab tum se hai,
Is zameen ka har zarra aftab tum se hai,
Ye fiza tumhari hai behro bar tumhare hain,
Kehkashan k ye ujaly rahguzar tumhare hain,
Ye watan tumhara hai tum ko pasban k is k
Khuda ki khas rehmat hai buzurgon ki basharat hai,
Kai naslon ki qurbani Kai naslon ki mehnat hai,
Asasa hai dileron ka shaheedon ki Amanat hai,
Taawun hi taawun hai mohabbat hi mohabbat hai,
Jabhi tareekh ne rakha hai iska naam Pakistan
Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan
Mera Inaam Pakistan
Mere watan mere bas main ho to Teri hifazat karun main aesy,
Khizan se tujhko bacha k rakhun bahar tuj pe nisaar kardun,
Mere watan mere watan
Yahan Shahbaz Qalandar
Yahan data ka langar
Yahan guru nanak ji hain
Yahan imam bari hain
Yahan par Bulle Shah Hain
Yahan sultan bahu hain
Yahan Shah shams aye
Yahan sachal saen Hain
Yahan Abdullah Ghazi
Yahan waris shah bhi hain
Yahan Muhammad bakhsh ji
Bala peer ameer bhi hain
Yahan Ashiq Nabi s...K
Yahan Ashiq Ali a.s K
Yahan Ashiq Sahaba
Yahan Ashiq Hussain
Kali Kamli ki chaon main rahengy dono jahan
Bole Sara Pakistan
Jevy jevy Pakistan
Jevy jevy jevy Pakistan
Pakistan Pakistan jevy Pakistan
Man panchi jab pankh hilay,
kiya kiya sur bikhray,
Sunny waly sunen to un main ek hi dhun lehray,
Pakistan Pakistan
Pakistan Pakistan
Jevy Pakistan
Har dil ki ufak par hai chand ek sitara ek,
Hai kalma bhi wahid parcham bhi hamara ek
Hum yak Dil hum yak Jaan
Hum yak Dil hum yak Jaan
Hum zindah qoum hain
Paindah qoum hain
Hum sub ki hai pehchan
Hum sub ka Pakistan Pakistan Pakistan
Hum sub ka Pakistan
Allah Ki Rehmat Ka Saya Toheed Ka parcham lehraya,
Aye mard e mujahid jaag Zara,
Ab waqt e shahadat hai Aya
Allah Hu Akber Allah Hu Akber
Allah Hu Akber Allah Hu Akber
Watan ki matti azeem hai tu
Azeem tar hum bana rahy hain
Gawah rehna
Sohni dharti Allah rakhy Qadam Qadam abaad
Qadam Qadam abad tujhe Qadam Qadam aabad
--------------------------------------------
FOLLOW US ON
"Subscribe Youtube Channel"
/ yashfeenajmalshaikhofficial
"Follow on Facebook"
/ yashfeenajmalshaikhofficial
"Follow on Instagram"
/ yashfeenajmalshaikhofficial
-------------------------------------------
Copyright strictly prohibited
All Rights are reserved with YAS Records, we don't allow any one to upload our content on any Website or Social Media platforms without our permission.
-----------------------------------------
#yashfeenajmalshaikh #14august #14augustcomingsoon #15august
#best10 #nationalsong #nationalanthem #national #newmashup #newmashupsong #love #independenceday #independence #happyindependenceday #happyindependencedaystatus #pakistanisongs #pakistanisongstatus #bestnationalsongs #jivypakistan #dildilpakistan #pakistan #pakistani #hijabi #quaideazam #newsongstatus #newsongs #newmashupsong #14augustshopping #14augustdresses
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: