5 December 2025
Автор: Path of Peace - शांति का मार्ग
Загружено: 2025-12-05
Просмотров: 21
Balkeshwar Mahadev Mandir | Agra | Shiv Mandir Darshan | Path of Peace
🙏 Jai Bhole Nath 🙏
Aaj ki is video me hum kar rahe hain Balkeshwar Mahadev Mandir ka pavitra darshan.
Yeh mandir Agra me Yamuna ji ke kinare sthit hai aur yahan Baba ke darshan se
manokamna poori hoti hai aur rogon se mukti milti hai.
Is mandir ki visheshta yeh hai ki yahan Mahadev Shivling ke saath
Naag aur Trishul ki divya pratima sthapit hai, jo shakti aur suraksha ka pratik hai 🔱✨
📍 Location: Balkeshwar, Agra, Uttar Pradesh
🕉️ Deity: Lord Shiva | Mahadev
🌊 Near: Yamuna River
🙏 Kripya video ko Like, Share aur Comment karein
Aur channel ko Subscribe karna na bhoolen ❤️
➡️ Path of Peace – Mandir Darshan aur Devotional Videos
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: