Gaflat Ka Sab Se Bara Nuqsan 😭 Barish Ki Waja Se Sare Rabbits Bimar Ho Gaye
Автор: Majeed farm house
Загружено: 2026-01-02
Просмотров: 26
Aj mini zoo main aik bohot bara nuqsan ho gaya 😔
Barish ki wajah se hamare sare rabbits geele ho gaye, jis ki wajah se un ki health bohot zyada kharab ho gayi.
Is vlog main aap dekhein ge:
✔️ Barish main rabbits ko kaise protect karna chahiye
✔️ Geelay rabbit main bimari ki pehchan
✔️ Sardi aur infection se bachao ke tareeqe
✔️ Mini zoo main rabbit care ki asli reality
Ye video har rabbit owner ke liye bohot zaroori hai taake koi aur is tarah ka nuqsan na uthaye 💔
Agar aap rabbits ya pets se mohabbat karte ho to video ko share zaroor karein aur comment main apni duaen likhein 🤲
#RabbitCare
#RabbitsBimar
#MiniZoo
#PetCarePakistan
#RabbitFarming
#BarishMainPets
#AnimalCare
#VillageLifePakistan
#PetsVlog
#rabbitlovers
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: