Friday Routine Vlog | Namaz, Breakfast & Account Issue☹️
Автор: Ali Jadoon Vlogs
Загружено: 2026-01-10
Просмотров: 32
Aaj ke vlog mein main aap ko apna Jumma ka din dikha raha hoon.
Jumma ki namaz, mausam ka haal, ghar aa kar nashta aur phir
ek zaroori kaam jiske liye dost ko bulana para.
Kaafi dinon se US account mein masla aa raha tha
to aaj baith kar us ko resolve karne ki koshish ki.
Agar aap ko simple aur real daily vlogs pasand hain
to video ko like karein, channel ko subscribe karein
aur comment mein apni raye zaroor dein.
#fridayvlogs #ukvlog #desilifestyle #liferoutine #jummamubarak #pakistanivlogger #pakistan 🇵🇰
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: