Surah Ar-Rahman Tilawat | Surah Rehman Recitation | Most Beautiful Surah of the Quran
Автор: Al Furqan Official
Загружено: 2025-10-12
Просмотров: 446
Surah Ar-Rahman Tilawat | Surah Rehman Recitation | Most Beautiful Surah of the Quran
Surah Ar-Rahman Quran Pak ki 55th Surah hai. Isme Allah Ta’ala ne apni rehmaton aur qudrat ka zikr farmaya hai aur baar baar farmaya:
"فَبِأَيِّ آلَاءِ رَبِّكُمَا تُكَذِّبَانِ"
("Phir tum apne Rab ki kaunsi kaun si ne’maton ko jhutlaoge?")
Ye Surah har dil ko sukoon aur iman se roshan kar deti hai.
Is video me aap sunenge Surah Ar-Rahman Day 1 Tilawat khoobsurat awaaz me — jo rooh ko sukoon aur dil ko Allah ki yaad se bhar deti hai.
🌙 Fazilat aur Benefits of Surah Ar-Rahman:
Dil aur rooh ko sukoon deti hai
Pareshani, gham aur depression door karti hai
Rizq aur barkat me izafa hota hai
Roohani healing aur peace ke liye mufeed
Gunahon ki maafi aur Allah ka qurb hasil hota hai
Har musibat me madad aur hidayat ka zariya
💖 Rozana Surah Ar-Rahman sun’na ya parhna roohani healing aur sakoon-e-qalb ka sabab banta hai.
Isko raat me ya subah ke waqt tilawat karna dil ko noor se bhar deta hai.
🔔 Channel ko subscribe karein aur bell icon press karein taake aapko Surah Ar-Rahman aur Quran Tilawat ke daily videos mil saken.
#SurahRehman #SurahArRahman #SurahRehmanTilawat #SurahRehmanDay1 #SurahArRahmanRecitation #QuranRecitation #HeartTouchingTilawat #SurahRehmanBenefits #QuranTilawat #IslamicVideo #DailyTilawat #HealingSurah #SurahRehmanFull
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: