दूध बेचकर 4 लाख महीना कमाता हूं | Buffalo farming | Dairy farming
Автор: Manish Kushwaha Farming
Загружено: 2025-05-15
Просмотров: 29396
dairy farming in india | Buffalo farming profit $ | bhains palne ka business
Is video mein hum milenge Hafiz Ji se, jo pichhle 8 saalon se pashupalan ka kaam kar rahe hain. Unka mukhya roop se murga aur bhainson ka farm hai, lekin bhains palan ke zariye unhone ek achhi aamdani hasil ki hai. Hum unse jaanenge ki bhains palan ek vyavsay ke roop mein kaisa hai, ismein kya-kya chunautiyan aati hain, aur ek safal dairy farm kaise chalaya jata hai. Saath hi, hum yeh bhi samjhenge ki bhainson ke liye hara aur sukha chara kaise taiyaar kiya jata hai, aur unki khurak aur dekhbhaal ka sahi prabandh kaise hota hai. Agar aap dairy farming mein ruchi rakhte hain, toh yeh video aapke liye bahut upyogi hoga.
दूध बेचकर 4 लाख महीना कमाता हूं | Buffalo farming | Dairy farming
#dairyfarm #farming #buffalofarming #buffalo
#dairyfarming #dairybusiness #agriculture
#manishkushwahafarming #buffalofarm #milkbusiness
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: