Radha (Lyrics) | Main bani teri Radha, rakhna tujhe🌸 akhiyon mein zyada zyada…🔥
Автор: Music hype
Загружено: 2025-09-25
Просмотров: 1575
Radha (Lyrics) - Shahid Mallya & Sunidhi Chauhan | Main bani teri Radha, maine sakhiyon se🌸 akhiyon mein rakhna hai💃🏻 tujhko piya thoda zyada zyada…🔥
Credits:
Song - Radha
Singer- Sunidhi Chauhan, Shahid Mallya
Music-PRITAM
Lyrics- Irshad Kamil
Lyrics:
Raat-baraati kandha kothe tap-tap ke jaana
Tuun saukha samjhe lagia tod nibhana
Raat-baraati kandha kothe tap-tap ke jaana
Ho, raat baraati kandha kothe tap-tap ke jaana
Tuun saukha samjhe lagia tod nibhana
Tuun saukha samjhe lagia tod nibhana
O ashiq dil ki tashan puraani
Kehte gyani, "Ishq siyapa aag javaani
Chali gayi to phir nahi aani kudi begaani"
Rehne de jeena seedha-saadha
Main bani teri radha
Maine sakhiyon se akhiyon main rakhna hai tujhko
Piya, thoda zyada-zyada
Main bani teri radha
Tune sapno tadapno mein rakhna hai mujhko
Piya, thoda zyada-zyada
Main bani teri radha
Unche chaubaare mein jane kaise June main bhi kohara pade, o pade
Ho, dheeli charpai pe yuddh Panipat ka lade
Kah gaye gyani, "Ishq siyapa aag javaani
Kariye naa jhootha koi vaada"
Main bani teri radha
Maine sakhiyon se akhiyon main rakhna hai tujhko
Piya, thoda zyada-zyada
Main bani teri radha
Tune sapno tadapno mein rakhna hai mujhko
Piya, thoda zyada-zyada
Main bani teri radha
Are, mann ki jo baatein naa boli thi auron se
Boli hain saari wo tumse, haan, tumse hi, tumse
Are, ab maine kya lena auron se
Pyaari hai mujhko to yaari jo tumse, haan, tumse, haan, tumse
Chal jhuthi, tu jhuthi, hai jhuthi
Teri yaad aani naa re mainu
Tere baad bhulunga mai tainu
Are, murli main teri hai jane kya jaadu
Sata naa, lo haari main tumse, haan, tumse, haan, tumse
Ye kaisi kheenchataani hai re
Ishq siyapa aag javaani
Mushkil hai ye aag bujhaani
Jalna padega aadha-aadha
Main bani teri radha
Maine sakhiyon se akhiyon main rakhna hai tujhko
Piya, thoda zyada-zyada
Main bani teri radha
Main bani teri radha
Main bani teri radha
Thoda thahar, pal-bhar baat muqammal ho
Aathon pahar, dilbar, saath mukammal ho
Hum-tum milen to (har barsat muqammal ho)
Mil ke chalein to (phir utpaat muqammal ho)
Thoda thahar, (pal-bhar baat muqammal ho)
Ho, aathon pahar, (dilbar, saath mukammal ho)
Hum-tum milen to (har barsat muqammal ho)
Mil ke chalein to (phir utpaat muqammal ho)
Aape se bahar aaja nikal kar
Thode se tuutegi maryada
Main bani teri radha (tu bani meri radha)
Maine sakhiyon se akhiyon main rakhna hai tujhko
Piya, thoda zyada-zyada
Main bani teri radha
Tune sapno tadapno mein rakhna hai mujhko
Piya, thoda zyada-zyada
Main bani teri radha
(Radha...)
(Main bani teri...)
#RadhaVibes #ShahidMallya #SunidhiChauhan #PritamMagic #DesiPop #ReelItFeelIt #DesiViral
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: