“Teacher Nahi Aaye… Aur Humne Kya Kiya? 🤯 | School Life Vlog”
Автор: The dream hustler
Загружено: 2025-12-11
Просмотров: 52
Aaj ka vlog full masti se bhara tha!
Subah assembly attend ki, phir hum sab ne milkar apna classroom clean kiya.
Teacher busy the registration work me, to humne thoda fun time liya—
arm wrestling, jokes, aur classroom moments sab record kiya.
Class ke baad hum log Jhanda Maidan gaye aur waha bhi thodi masti kari.
Phir sab chill mood me wapas ghar aa gaye.
Agar aapko school life ke ye real moments pasand aaye ho to
video ko like kare aur channel ko subscribe karna mat bhoolna! ❤️
#schoollife #vlog #schoolvlog #dayinmylife #friends #masti #hindivlog
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: