Chand TV Farming || Saidqabad MANDI ki Bufflao Breeder Kattian Katte super jhotiyaa
Автор: Chand Tv Farming
Загружено: 2025-12-10
Просмотров: 497
Aaj ki is video me hum ne Sadiqabad Mandi ka full coverage kiya hai jisme kattay, katiyan, bachray, bachriyan ka best maal dikhaya gaya hai.
Is video me aap ko milay ga:
– Supreme quality Sahiwal, Cholistani, Nukra & Ablak maal
– Healthy aur tazeey kattay katiyan
– Rate, size aur quality ka clear overview
– Farming aur mandi lovers ke liye best content
Agar aap Farming, Dairy Animals, Mandi Updates aur Supreme Quality Mal dekhna chahte ho to channel ko subscribe zaroor karein.
#SadiqabadMandi #Kattay #Katiyan #MandiUpdates #FarmingPakistan #Cholistani #Sahiwal #Nukra
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: