Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
dTub
Скачать

DAGH DEHLVI - Meri Jaan Chahne Wala Badi Mushkil Se Milta Hai - LEHJA [Urdu Poetry Channel]

Автор: Lehja

Загружено: 2021-01-26

Просмотров: 21586

Описание:

Urdu Poetry of Nawab Mirza Khan Daagh Dehlvi
Ghazal: Meri Jaan Chahne Wala Badi Mushkil Se Milta Hai
Recitation: Raheel Farooq

ملاتے ہو اسی کو خاک میں جو دل سے ملتا ہے

داغؔ دہلوی کی اردو شاعری

غزل: ملاتے ہو اسی کو خاک میں جو دل سے ملتا ہے
شاعر: نواب مرزا خاں داغؔ دہلوی

---------

Love the classics? Buy the classics!

LEHJA STORE: https://teespring.com/stores/urdu

Lehja opens a store on Teespring. Buy T-shirts, mugs, tote bags, phone cases and more with the classy Urdu graphics that mark Lehja.

LEHJA - A CLASSIC URDU POETRY CHANNEL

Lehja (لہجہ) is an Urdu literary (adabi) channel on YouTube. We present recitations of the masterpieces of Urdu poetry. Shayari of Asatiza (the greatest poets of Urdu) in the voice of Raheel Farooq with classic background music is an experience people of taste can have nowhere else. SUBSCRIBE NOW!    / recitation  

SUPPORT US

Patronize:   / urdu  

FOLLOW US ON SOCIAL MEDIA

Facebook:   / urdurecitation  
Twitter:   / urdurecitation  
Instagram:   / urdurecitation  
TikTok:   / urdurecitation  
SoundCloud:   / urdurecitation  
Pinterest:   / urdurecitation  
Reddit:   / urdurecitation  
Tumblr: https://poetryrecording.com

BUSINESS QUERIES

Visit Urdu Business Services (our commercial Urdu language solutions - official website linked below) for professional voice over, translation and copywriting services:

https://urdu.biz

---------

POETRY TEXT:

مکمل غزل کا اردو متن:

ملاتے ہو اسی کو خاک میں جو دل سے ملتا ہے
مری جاں چاہنے والا بڑی مشکل سے ملتا ہے

کہیں ہے عید کی شادی کہیں ماتم ہے مقتل میں
کوئی قاتل سے ملتا ہے کوئی بسمل سے ملتا ہے

پسِ پردہ بھی لیلیٰ ہاتھ رکھ لیتی ہے آنکھوں پر
غبارِ ناتوانِ قیس جب محمل سے ملتا ہے

بھرے ہیں تجھ میں وہ لاکھوں ہنر اے مجمعِ خوبی
ملاقاتی ترا گویا بھری محفل سے ملتا ہے

مجھے آتا ہے کیا کیا رشک وقتِ ذبح اس سے بھی
گلا جس دم لپٹ کر خنجرِ قاتل سے ملتا ہے

بظاہر با ادب یوں حضرتِ ناصح سے ملتا ہوں
مریدِ خاص جیسے مرشدِ کامل سے ملتا ہے

مثالِ گنجِ قاروں اہلِ حاجت سے نہیں چھپتا
جو ہوتا ہے سخی خود ڈھونڈ کر سائل سے ملتا ہے

جواب اس بات کا اس شوخ کو کیا دے سکے کوئی
جو دل لے کر کہے کم بخت تو کس دل سے ملتا ہے

چھپائے سے کوئی چھپتی ہے اپنے دل کی بیتابی
کہ ہر تارِ نفس اپنا رگِ بسمل سے ملتا ہے

عدم کی جو حقیقت ہے وہ پوچھو اہلِ ہستی سے
مسافر کو تو منزل کا پتا منزل سے ملتا ہے

غضب ہے داغؔ کے دل سے تمھارا دل نہیں ملتا
تمھارا چاند سا چہرہ مہِ کامل سے ملتا ہے

Complete Ghazal in Roman Text (Credits: Rekhta):

milāte ho usī ko ḳhaak meñ jo dil se miltā hai
mirī jaañ chāhne vaalā baḌī mushkil se miltā hai

kahīñ hai iid kī shādī kahīñ mātam hai maqtal meñ
koī qātil se miltā hai koī bismil se miltā hai

pas-e-parda bhī lailā haath rakh letī hai āñkhoñ par
ġhubār-e-nā-tavān-e-qais jab mahmil se miltā hai

bhare haiñ tujh meñ vo lākhoñ hunar ai majma-e-ḳhūbī
mulāqātī tirā goyā bharī mahfil se miltā hai

mujhe aatā hai kyā kyā rashk vaqt-e-zab.h us se bhī
galā jis dam lipaT kar ḳhanjar-e-qātil se miltā hai

ba-zāhir bā-adab yuuñ hazrat-e-nāseh se miltā huuñ
murīd-e-ḳhās jaise murshid-e-kāmil se miltā hai

misāl-e-ganj-e-qārūñ ahl-e-hājat se nahīñ chhuptā
jo hotā hai saḳhī ḳhud DhūñD kar saa.il se miltā hai

javāb is baat kā us shoḳh ko kyā de sake koī
jo dil le kar kahe kam-baḳht tū kis dil se miltā hai

chhupā.e se koī chhuptī hai apne dil kī betābī
ki har tār-e-nafas apnā rag-e-bismil se miltā hai

adam kī jo haqīqat hai vo pūchho ahl-e-hastī se
musāfir ko to manzil kā patā manzil se miltā hai

ġhazab hai 'dāġh' ke dil se tumhārā dil nahīñ miltā
tumhārā chāñd sā chehra mah-e-kāmil se miltā hai

#UrduPoetry #DaghDehlvi #شاعری

DAGH DEHLVI - Meri Jaan Chahne Wala Badi Mushkil Se Milta Hai - LEHJA [Urdu Poetry Channel]

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео mp4

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио mp3

Похожие видео

Na Rawa Kahiye Na Saza Kahiye – DAGH DEHLVI ~ Urdu Poetry Classics

Na Rawa Kahiye Na Saza Kahiye – DAGH DEHLVI ~ Urdu Poetry Classics

Jo Ho Sakta Hai Is Se Wo Kisi Se Ho Nahin Sakta - DAAGH DEHLVI

Jo Ho Sakta Hai Is Se Wo Kisi Se Ho Nahin Sakta - DAAGH DEHLVI

Маулана Фазал ур Рехман Ке Наам Хатт! Открытое письмо журналиста Маулане Фазалу ур Рехману!

Маулана Фазал ур Рехман Ке Наам Хатт! Открытое письмо журналиста Маулане Фазалу ур Рехману!

Daagh Dehlvi's 'Kiya Hai Dindaar Us Sanam...' sung by Shumona Roy Biswas

Daagh Dehlvi's 'Kiya Hai Dindaar Us Sanam...' sung by Shumona Roy Biswas

Allama iqbal aur ek Majzoob ka waqia || By Pir Syed Naseeruddin Naseer R.a Golra sharif

Allama iqbal aur ek Majzoob ka waqia || By Pir Syed Naseeruddin Naseer R.a Golra sharif

Mirza Ghalib Ki Mashhoor Ghazal – Heart Touching Poetry

Mirza Ghalib Ki Mashhoor Ghazal – Heart Touching Poetry

Tabish Dehlvi Ghazal  منزلوں کو نظر میں رکھا ہے   جب قدم رہ گزر میں رکھا ہے

Tabish Dehlvi Ghazal منزلوں کو نظر میں رکھا ہے جب قدم رہ گزر میں رکھا ہے

NEW YEAR SPECIAL - Mirza Ghalib - Ik Brahman Ne Kaha Hai K Ye Saal Acha Hai - LEHJA [Poetry Channel]

NEW YEAR SPECIAL - Mirza Ghalib - Ik Brahman Ne Kaha Hai K Ye Saal Acha Hai - LEHJA [Poetry Channel]

Mehnaz Begum Sings Daagh Dehlvi Milate Ho Ussi Ko Khaak Main Jo Dil se Milta Hai[Radio Recording]

Mehnaz Begum Sings Daagh Dehlvi Milate Ho Ussi Ko Khaak Main Jo Dil se Milta Hai[Radio Recording]

Thailand Ka Gunahon Ka Shehar ! Jahan 1  Behan Nay Zindagi Ka Qeemti Sabq Samjha Dia | Travel Adil

Thailand Ka Gunahon Ka Shehar ! Jahan 1 Behan Nay Zindagi Ka Qeemti Sabq Samjha Dia | Travel Adil

Aaoon Ga Na Jaoon Ga - Bhagat Kabir

Aaoon Ga Na Jaoon Ga - Bhagat Kabir

Khutoot E Ghalib Ka Jaiza || Ghalib Ki Khutoot Nigari || Ghalib Ke Khutoot || خطوط غالب

Khutoot E Ghalib Ka Jaiza || Ghalib Ki Khutoot Nigari || Ghalib Ke Khutoot || خطوط غالب

Sab Thath Para Reh Jayega Jab Laad Chalega Banjara — NAZEER AKBARABADI | Banjara Nama

Sab Thath Para Reh Jayega Jab Laad Chalega Banjara — NAZEER AKBARABADI | Banjara Nama

Achi Surat Pe Ghazab Toot Ke Aana Dil Ka - DAAGH DEHLVI

Achi Surat Pe Ghazab Toot Ke Aana Dil Ka - DAAGH DEHLVI

Jigar Moradabadi's 'Sharma gaye.....'

Jigar Moradabadi's 'Sharma gaye.....'

FAREEHA NAQVI@DUBAI MUSHAIRA | DUBAI 2023

FAREEHA NAQVI@DUBAI MUSHAIRA | DUBAI 2023

Daikh Le Shakl Meri Kis ka Aayina Hun Mein by Maulvi Haider Hassan Vehranwale

Daikh Le Shakl Meri Kis ka Aayina Hun Mein by Maulvi Haider Hassan Vehranwale

Main Toh Piya Se Naina | Wadali Brothers | Live | The Masters | Season 1 | PTC Punjabi Gold

Main Toh Piya Se Naina | Wadali Brothers | Live | The Masters | Season 1 | PTC Punjabi Gold

Chitthi Aayi Hai | Pankaj Udhas | Naam 1986 Songs | Sanjay Dutt, Nutan, Amrita Singh

Chitthi Aayi Hai | Pankaj Udhas | Naam 1986 Songs | Sanjay Dutt, Nutan, Amrita Singh

Naat class By Peer Naseer-Ud-Din Naseer Shah Shab

Naat class By Peer Naseer-Ud-Din Naseer Shah Shab

© 2025 dtub. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]