सुंदरकांड पाठ सीखें - Day 1 (मंगलाचरण) | हारमोनियम नोटेशन के साथ | 1 January Special
Автор: Deepak Harmonium🎹
Загружено: 2026-01-01
Просмотров: 295
Jai Siya Ram doston! Aaj se hum apne channel par ek khaas series shuru kar rahe hain - "Sampoorna Sunderkand Harmonium Tutorial". Is series ke pehle bhag (Part 1) mein hum 'Manglacharan' ko harmonium par bajana aur uska shuddh ucharan karna seekhenge.
Is video mein aap seekhenge:
✅ Manglacharan ki easy Harmonium Notations.
✅ Shlokon ka shuddh ucharan aur gaane ka tarika.
✅ Manglacharan ke teeno shlokon ka hindi arth.
Timestamps (Chapters):
00:00 - Introduction & New Year Resolution
01:13 - Manglacharan Harmonium Tutorial Step-by-Step
03:54 - Second Shlok Notation
05:35 - Manglacharan Shlok ka Arth (Meaning)
07:20 - Next Part Update
Agar aapko yeh prayaas accha laga ho toh video ko LIKE karein aur channel ko SUBSCRIBE karein taaki aap aage ke sabhi 60 dohon ke parts miss na karein.
#Sunderkand #HarmoniumTutorial #DeepakHarmonium #SunderkandPath #LearnHarmonium #BhaktiSangeet #Ramayan #SunderkandNotation
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: