Akshath - Nadaaniyan (Lyrics)
Автор: Indie India
Загружено: 2024-06-24
Просмотров: 12720785
Akshath - Nadaaniyan
Stream/Download ~
~ Follow Akshath ~
https://www.instagram.com/akshathacha...
Follow our playlist for more song like this
https://sptfy.com/Indieindiasongs
~ MUSIC INFO ~
Associated Performer, Singer, Writer, Producer: Akshath
Studio Personnel, Mixer, Mastering Engineer: Abhishek Ghatak
Studio Personnel, Recording Engineer: Akshath Acharya
Composer, Author: Akshath
~ Lyrics ~ Akshath - Nadaaniyan
Kaisa tu gungunaaye, muskuraaye
Chhoti-moti baaton pe munh phulaaye
Ye nazakat, meri aadat paas mujhe laaye
Naadaniyan, naadaniyan
Kheenche mujhe naadaniyan
Naadaniyan, naadaniyan
Paagal kare teri har ada
Shaam-o-subah main teri yaad karoon
Tere khayalon se main baat karoon
Teri nazar mein ye kaisa nasha?
Teri awaaz mein ye kaisa sukoon?
Dil ke saare ishaaron pe
Bas tera hi naam hai
Kaisa tu gungunaaye, muskuraaye
Chhoti-moti baaton pe munh phulaaye
Ye nazakat, meri aadat paas mujhe laaye
Naadaniyan, naadaniyan
Kheenche mujhe naadaniyan
Naadaniyan, naadaniyan
Paagal kare teri har ada
Aaja paas mere, likhein 100 kahaniyan
Tu jo saath mere, lage jahaan paa liya
Teri saanson mein beete har pal mera
Teri aankhon mein dekhun har kal mera
Kabhi hona nahin door, o, jaan-e-jaan
Zara paas to aa phir se dohra
Dil ke saare ishaaron pe
Bas tera hi naam hai
Naadaniyan, naadaniyan
Kheenche mujhe naadaniyan
Naadaniyan, naadaniyan
Paagal kare teri har ada
Tags:
Nadaaniyan Lyrics
Akshath Nadaaniyan
Nadaaniyan Akshath
Akshath Nadaaniyan Lyrics
Nadaaniyan Akshath Lyrics
akshath acharya Nadaaniyan
Nadaaniyan akshath acharya
Kaisa tu gungunaaye muskuraaye
Chhoti-moti baaton pe munh phulaaye
Ye nazakat meri aadat paas mujhe laaye
akshath acharya Nadaaniyan Song
Nadaaniyan akshath acharya Song
akshath acharya Nadaaniyan Full song
Nadaaniyan akshath acharya Full song
Nadaaniyan
#Akshath #Nadaaniyan #Lyrics #indieindia #hindisong
for label release or any info
contact ~ [email protected]
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: