Surah Rehman | Beautiful recitation | Best voice | peaceful Ayat
Автор: Peaceful Ayat
Загружено: 2025-12-25
Просмотров: 72
Surah Rahman Quran Pak ki boht hi khoobsurat aur dil ko sukoon dene wali surat hai, jo Allah ki rehmat, qudrat aur inamaat ka zikr karti hai. Iski tilawat se rooh ko thandak aur qalb ko itminan milta hai. Isme bar-bar insan aur jinn ko Allah ki naimeton par ghor karne ki dawat di gai hai: “Fabi Ayyi Ala’i Rabbikuma Tukazziban.” ✨
Is video me aap ek heart-touching aur soulful recitation sunenge jo iman ko taza aur dil ko pur-sukoon banati hai. 🤍
Allah se dua hai ke is tilawat ko hamare liye hidayat, rehmat aur nijat ka zariya banaye. Ameen. 🌙
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: