NTPC Exam Center Dhenkanal | चक्रधरपुर से ओडिशा, डेंकानाल तक का सफर |
Автор: Jharkhand x vlogger
Загружено: 2025-06-15
Просмотров: 3931
NTPC Exam Center Dhenkanal | चक्रधरपुर से ओडिशा, डेंकानाल तक का सफर |
#vlogvideo #viralvideo #roadtrips #jharkhadvlog #odisha #ntpc #exam #center #rourkela #villagevideo #vlog #villagerlifestyle #daillyvlogger #nature
NTPC ka exam Center Odisha, dhenkanal me deya tha jo hum aur rajesh exam dene gaye the. sabse pahele to hum apne ghar se chakradharpur rajesh ka ghar gaye wahan rajesh dost ka ghar se chakradharpur station gaye, Railway Station tak chorne k 1 aur dost Gagan naam ka dost humlog ko chorne gaya thaa.
chakradharpur Se Rourkela station gaye fir wahan se dusra station se odisha dhenkanal station gaye dost ke sath kafi accha laga baki aur v dost aur bhaiya log se Vent mulakat hua mil ke kafi accha laga.
Thanku🙏🙏
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: