Bade Qatle Shaha Ka Bada Ye Huasla Ghar Jala Kar Rakh Kar dala Rasool Allha ka Anjuman Shain Shuja
Автор: Syed Tweets 72
Загружено: 2025-07-28
Просмотров: 60
Bade Qatle Shaha Ka Bada Ye Huasla Ghar Jala Kar Rakh Kar dala Rasool Allha ka Anjuman Shain Shuja
Purdard Noha " Anjuman Shain Shuja
Baad e qatl e shah ada ka badah ye hausla Ghar jala ke qhak kar dala rasoolallah ka koi namose nabi ka puchne wala na tha Chote chote bacche jal kar mar gaye wa hazrata Shoor tha randon me aao ya ali mushkil kusha zulm hain saidaniyo par aur yatimo par jafa
Hain rawayat me ke jab jalne lage shai ke khayaam
Nikla ek masoom kheme se nihayat tashna kaam Chand si surat gohar pehne huye wo laal afam Aag kurte me lagi thi jalta tha daman tamam Daudta tha jab wo baccha aag barhti thi siwa zulm hain saidaniyo par aur yatimo par jafa
Kehta hain raavi mujhe rahm aya uske haal par Uske daman se bujha di aag maine daud kar Aag ke dar se hua jab mutmai wo simavar Dekha kis hasrat se maqtal ki taraf ba cashmtar Maa ki yaad ayi use ya dhyan bahno ka kiya Zulm hain saidaniyo par aur yatimo par jafa
Hain bayan ravi ke us bacche ne phir mujhse kaha
Hamko aye shaqs ab batade tu najaf ka rasta Maine pucha kya karoge tum najaf jakar bhala Bola wo dada se mai fariyad karne jaunga Main kahonga karbala chaliye to ya shere khuda
Zulm hain saidanivo par aur yaatimo pr jafa
Aa gayi sham e ghariba boli zainab qasta tan Aye bahan kulsum bhai keh gaye the ye suqan Choota hon tumse mai aur mujhse sab ye gulbadan Mere bacche ab hawale hai tumhare aye bahan Hain bhai ki amanat ka nai milta pata Zulm hain saidaniyo par aur yatimo par jafa
Dhoonde bacchon ko nikli binte zahra beqarar Koi jangal me mila maqtal me koi ashkbar Baz bacche mar gaye the jalkar bahar aye nazar Miyyaten unki jo dekhi khoob roi zar zar Ro ke farmati thi bacchon tumpar zainab ho fida Zulm hain saidaniyo par aur yatimo par jafa
Ayie ek janib se ghode ki jo tapon ki sada Badkar ke us janib ba minnat binte zahra ne kaha
Aye sawar is waqt hampar reham kar bahre khuda Subh ko jitna tera ji cahe hamko lootna Pyas se rote the bacche ab wo soye hai zara Zulm hain saidaniyo par aur yatimo par jafa
Dekha zainab ne ke minnat se nahi sunta sawar Aa gaya ghussa ke yeh hai binte shere kirdigar Bad kar agen baaa ghode ki pakad li us sawar
Aur ye farmaya ke bas agen na badna zinahar Ham gharibon ke satane se bhala kya faida Zulm hain saidaniyo par aur yatimo par jafa
Wo sawar utra faraz se aur kaha ba chashmatar Tumne pehchana na mujhko ayen meri laqte jigar Mai ali ibne abutalib tumhara hon padar Jao beta jao kheme me bahan ki lo khabar Haie kaisa waqt namoose nabi par aa gaya Zulm hai saidaniyo par aur yatimo par jafa
Arz ki zainab ne baba kaisi afat aa gai Haye is jangal me bhai ki shahadat ho gai Marte dam pani na paya kya musibat ho gai Ashkiya ghar me chale aye khayamat ho gai Ek chadar ke liye mohtaj hai aale iba Zulm hain saidaniyo par aur yatimo par jafa
Aapko maloom hai baba ke akbar mar gaye Halq pe teer se pehlo khakar ashgar mar gaye Kat gaye shane bhi abbas e dilawar mar gaye Teen din ki piyas me sibte payambar mar gaye Aag khemo me lagane aye hai ye ashqiya Zulm hain saidaniyo par aur yatimo par jafa.
#azadar #karbala #live #imamhussain #youtube
new nohe 2025,
new noha 2025,
new noha 2025 all,
new noha 2025 nadeem sarwar,
new noha 2025 karbala,
new noha 2025 iraq,
new noha 2025 lyrics in urdu,
new noha 2025 farhan ali waris,
new noha 2025 muharram,
new noha 2025 26,
new noha 2025 qurban jafri,
new noha 2025 hassan sadiq,
new noha 2025 ali jee,
new noha 2025 ali shanawar,
new noha 2025 arabic,
new noha 2025 ali hamza,
new noha 2025 ali,
new noha 2025 ali ji,
new noha 2025 ali akbar,
new noha 2025 abbas,
new noha 2025 arbi,
farhan ali waris new noha 2025,
2025 noha,
new nohay 2025 bibi zainab,
new noha 2025 balti,
new noha 2025 by nadeem sarwar,
new noha 2025 bibi sakina,
new noha 2025 bibi fatima,
new noha 2025 baltistan,
new noha 2025 bismillah,
new noha 2025 bibi fatima zahra,
new noha 2025 best,
new noha 2025 baba jan,
new nohay 2025 chakwal party,
new noha 2025 chakwal party,
new noha 2025 coming soon,
new noha 2025 chand raat,
new noha 2025 chand,
new noha 2025 azadari chitora,
new 2024 noha,
new noha 2025 dawoodi bohra,
new noha 2025 dj,
new noha 2025 dil ali dilbar ali,
new noha 2025 dil ali,
new noha 2025 dilawar ali,
noha new 2025 dj remix,
new noha dabeer 2025,
nohay 2025,
new noha 2025 english,
new noha 2025 rah e najaf,
new noha 2025 farsi,
new noha 2025 farhan,
new noha 2025 farhan ali,
new noha 2025 farhan ali waris bibi sakina,
new noha 2025 famous,
new noha 2025 fiza ali,
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: