मौलाना साद के बयान सुनना कैसा है जाइज है या नहीं
Автор: Dawat Ki Awaaz
Загружено: 2025-12-07
Просмотров: 411
Maulana Saad ke bayan sunna kaisa hai – Jaiz hai ya nahi?
Is video mein hum baat karenge ke Maulana Saad ke bayan sunne ki shar‘i haisiyat kya hai. Deen ki baat har kisi se sirf tab li jati hai jab usme Qur’an-o-Sunnat ki roshni ho, aur ulama-e-haqq ne use tasdeeq ki ho. Agar kisi bayan mein ikhtilaf ho, fitna ho, ya ulama us par tahaffuz jatayen, toh musalman ko ihtiyat se kaam lena chahiye.
Is video ka maqsad kisi ki tauheen nahi, balki logon ko sahih maloomat aur balance nazariya dena hai.
#teg
#MaulanaSaad #Bayan #JaizYaNahi #DeeniMaloomat #Tabligh #Jamaat #IslamicGuidance
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: