Ghodo k dum wali Hadees | Raf'ul Yadayn Mansookh | Iraqui Hanafi
Автор: Iraqui Hanafi
Загружено: 2025-10-26
Просмотров: 77
Is video me hum ba-hujjat sabit kar rahe hain ke Hadith-e-Jābir bin Samurah رضي الله عنه se Tark-e-Raf‘ul Yadayn par istedlāl karna bilkul sahih hai,
aur kis tarah se Ghair Muqallideen (Salafi / Ahl-e-Hadith) is hadees ko ghalat taur par samajh kar is par itiraz karte hain.
👉 Is video me discuss kiya gaya:
1️⃣ Hadith ka Arabic matn aur uska sahih tarjuma.
2️⃣ Imam Abu Hanifa رحمه الله aur unke ashaab ka is hadees se istedlāl.
3️⃣ Qadīm muhaddithīn jaise Imam Ayni, Ibn Nujaym, Mulla Ali Qari, Zafar Ahmad Uthmani, Shabbir Ahmad Uthmani, Zakariya Kandhlawi رحمهم الله ke aqwaal.
4️⃣ Ghair Muqallideen ke shubhaat (jaise "ye hadees Raf‘ul Yadayn par nahi balki harkat par hai") ke tahqīqi jawab.
5️⃣ Sabit karenge ke Raf‘ul Yadayn mansookh hai aur Sahaba kiram ke aakhri amal me Tark hi thā. #hanafi #imamabuhanifa #ahlussunnah #aqeedah #deen #fiqh #hadith #islamichistory #darululoomdeoband #deoband
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: