Mitsubishi AC mein R410 gas charge karna sikhen
Автор: Technical cool network
Загружено: 2022-05-30
Просмотров: 8548
Hello Doston Aaj is video mein main aap log ko Mitsubishi heavy duty AC mein R410a gas charge karna Sikhaya hai aur maine is video mein aap log ko Puri Shakti ke bare mein bataya hai ki Hamen safety Mein Kaise kam karna hai aur refrigerant ko kaise charge karna hai Iski sampurn jankari Humne is video ke Madhyam se aap log ke bich mein Diya Hai aap log se nivedan hai Meri is video ko Pura dekhiae aur aur dekhiae aur video mein skip mat kariye Taki छोटी-छोटी jankari jo maine is video ke Madhyam se aap Logon ke bich Mein diya hai usko Dekhkar aap log site mein Kaise kam Kiya jata hai Iski Maine Jankari Di Hai aage chalkar aap log bhi Aisi mahatvpurn Jankari ko aap log side mein kam kariye doston yah refrigerant Kafi danger Hota Hai isase Jaan Man ki hani ho sakti hai isliye maine ismein sampurn safety ke bare mein aur refrigend kaise charge karna hai yah bataya hai Doston aap log Ka Main Hriday se dhanyvad karta hun #technicalcoolnetwork#
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: