Makka Ki Puri Or Sakat Vrat Ka Din, January 7, 2026 | JyotiShourabh Vlog | Daily Vlog
Автор: Jyoti Shourabh & Family Vlogs
Загружено: 2026-01-06
Просмотров: 30
Makka Ki Puri Or Sakat Vrat Ka Din, January 7, 2026 | JyotiShourabh Vlog | Daily Vlog
Aaj Sakat Chauth ka din tha 🙏
Ghar mein vrat ka mahaul tha aur khane mein sab kuch thoda alag bana – makke ki puri bhi bani 😋
Hum sab khane mein busy rahe aur family ka poora time saath mein guzra ❤️
Pati aur bacche ghar par hi the, theatre bana ke movie dekh rahe the 🎬
Is baar chaand dekhna reh gaya, raat hone par bas haath jod kar jal diya aur phir vrat khola 🙏
Yeh ek bilkul real aur simple family vlog hai 💕
Agar aapko daily life, family moments aur vrat ke din ka real routine pasand hai to video end tak zaroor dekhiye 😊
Like, Share aur Channel ko Subscribe karna mat bhooliyega ❤️
sakat chauth 2026
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: