Allama Muhammad Hamid Sarfraz Rizvi | Full Bayan 2020 | Uras mubarak Peer colony Walton Sharif
Автор: Shoukat jamil Mastana
Загружено: 2020-09-24
Просмотров: 1456
Bayan by Muhammad Hamid Sarfraz Rizvi, uras mubarak peer syed anees ul mujtaba, zire sadarat peer syed zeeshan ul mujtaba,,Kisi Shahar(City) me Hazrat e Syedna Abdul Qadir Jeelani رحمة الله تعالي عليه ka ek Aqeedat Mand Rehta tha us ne Silsila e Aaliya Qadriya me Dakhil hone ka Irada bhi kar Rakha tha Isi Garaz se Ek Din Door Daraaz ka safar tai kar ke Baghdad Sharif pahucha to unko ma’lum hua ki Hazrat e Sayyiduna gause Aa’zam Sheikh Abdul Qadir Jeelani رحمة الله تعالي عليه ka Inteqal ho chuka hai. Akhir usne Aap رحمة الله تعالي عليه ki Qabr Mubarak ki Ziyarat karne ka Irada kiya aur Qabr Mubarak par hazir ho kar aa’dabe Ziyarat baja laya, to kya dekhta hai ki Huzur Gause Aa’zam رحمة الله تعالي عليه Apni Qabr Sharif se Nikle Aur Uska hath Pakad kar Use Apni Tawajjo se Nawaza aur Apne Silsilae Aaliya Qadriya me dakhil farma liya. peer colony walton sharif lahore 2020
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: