Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
dTub
Скачать

Sahibzada Mian Aziz ud din Sharaqpuri Shehzada e ShereRabbani Beautiful Manqbat

Автор: Mohsinaan

Загружено: 2023-09-21

Просмотров: 1140

Описание:

Hazrat Peer Sher Muhammad Sharqpuri rahmatullāhi alaihi :
♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦
Laqab :
‾‾‾‾‾‾‾‾
Sher-e-Rabbaani.
Aap ki wilaaadat 1282 Hijri (1865 A.D.) me Sharqpur me hui.

Aap ke waalid ka naam Azeez-ud-deen hai.

Aap ke pardaada Kabul se Punjab aaye aur phir Qasoor me muqqem hue. Phir Qasoor se Hujra Shah Makeem aur aakhir me Sharqpur me muqeem hue.

Aap ‘Arain’ khaandaan se hain.

********************
Aap ke chehre ko ALLĀH ta’ala ne noor se roshan ata farmaaya tha.
Aap bachpan se hi aisi ba-adab, ba-haya aur ba-akhlaaq the ke log ko pata chal jaata ke aap koi aam insaan nahi hain.
Aap bachpan me bhi bacho ke saath khelne ke bajaay tanhai me waqt guzaarna pasand karte the.
********************
Aap bahot zaheen the.
Bachpan me hi Qur’an ki ta’aleem mukammal ki.
Phir arabi aur faarsi ki ta’aleem haasil ki.

********************
Aap paaband e shariat the aur hamesha sunnato par amal karte the.
Aur logo ko ALLĀH ta’ala ki ita’at karne ki aur nek amal karne ki aur buraaiyo aur gunaaho se bachne ki aur dusre ke haq dabaane se door rehne ki taalim dete the.
Aap bahot raham dil aur sakhi the.

Aap namaz e fajr ada karne ke baad Durood shareef ka wird karte. Phir namaz e Ishraaq ada karne ke baad bacho ko Qur’an majeed ki taalim dete. Phir mehmaano ki khidmat ki tayyaari karte aur mehmaano ke saath khaana khaate.. Phir namaaz e chaasht ada karne ke baad kuchh der ke liye zameen par laitkar aaraam farmaate. Phir namaaz e zohar ada karne ke baad aap ki baargaah me aane waale logo se mulaaqat karte. Namaaz e asr ki 4 rak’at sunnat padhne ke baad hi aap farz namaaz ada karte. Phir logo ko taalim wa dars farmaate. Namaaz e maghrib ada karne ke baad aap foran masjid ki chat par tashreef le jaate aur 6 rak’at namaaz e awwaabin ada karte. Phir Durood shareef aur wazaa’if me masroof rehte. Namaaz e isha’ ada karne ke baad aap mehmaano ke liye tayyaari karte. Agar koi baargaah me raat ko der se aaye to bhi aap us ki khidmat karte aur khaana khilaate. Phir aap der tak haazireen ko dars farmaate. Phir faarig hokar kuchh der aaraam karne ke baad namaaz e tahajjud ada karte.
Log aap ke paas apne aapasi masa’il ke hal ke liye aate the. Aap adl farmaate aur apni faiz se mohaabat aur sukoon se rehne ki taaleem dete.

Aap ne 6 masajid ki taameer ki.

******************
Tasannif :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾
Aap ki likhi hui mash’hoor kitaaben :
(1) Miraat-ul-Muhaqaqeen (Faarsi aur Urdu)
(2) Minhaaj-ul-Sulook (Faarsi)
(3) Hakiat-ul-Saaliheen.

******************
Aap ke shaagirdo me Hazrat Miyan Nawaab Deen Sharqpuri rahmatullāhi alaihi mash’hoor hain.

******************
Aap Hazrat Baaba Jee Ameer Ala-ud-deen Naqshbandi rahmatullāhi alaihi (Kotla Panjo Baig) ke mureed aur khalifa hain.
Aap Hazrat Baaba Jee Ameer Ala-ud-deen Naqshbandi rahmatullāhi alaihi (Kotla Panjo Baig) ke mureed aur khalifa hain.

Aap ke khulfa :
(1) Hazrat Saahabzaada Miyan Muhammad Abu Bakr rahmatullāhi alaihi,
(2) (Aap ke bhai) Hazrat Miiyan Ghulaamullāh Sharqpuri rahmatullāhi alaihi,
(2) Hazrat Shaikh Khwaja Noor-ul-Hasan Shaah Bukhari rahmatullāhi alaihi,
(3) Hazrat Sayyed Abu-ur-Raza Hakeem Ali Shaah rahmatullāhi alaihi.

********************
Aap ka wisaal 3 Rabi-ul-Awwal 1347 Hijri (20 August 1928 A.D.) ko 65 saal ki umr me hua.

Aap ka mazaar Sharqpur (Punjab, Pakistan) me hai.

****************
ALLĀH ta’ala us ke Habeeb sallallāhu alaihi wa sallam ke sadqe me
Aur Hazrat Peer Sher Muhammad Sharqpuri rahmatullāhi alaihi aur tamaam Auliya Allāh ke waseele se
Sab ko mukammal ishq e Rasool ata farmae aur Sab ke Eimaan ki hifaazat farmae aur Sab ko nek amal karne ki taufiq ata farmae.
Aur Sab ko dunya wa aakhirat me kaamyaabi ata farmae aur Sab ki nek jaa’iz muraado ko puri farmae.
Aameen.

Sahibzada Mian Aziz ud din Sharaqpuri Shehzada e ShereRabbani Beautiful Manqbat

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео mp4

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио mp3

Похожие видео

Hazrat Allam Mulana Mufti Muhammad Abdul Karim Naqshbandi Sharaqpuri Urs sharif Mian Sher Muhammad r

Hazrat Allam Mulana Mufti Muhammad Abdul Karim Naqshbandi Sharaqpuri Urs sharif Mian Sher Muhammad r

Urs Hazoor Mian Sher Muhammad Sharaqpuri RA Sharaqpur Sharif Start 2023 Ghusal Mubbarak

Urs Hazoor Mian Sher Muhammad Sharaqpuri RA Sharaqpur Sharif Start 2023 Ghusal Mubbarak

Mian Abu Bakar Sharaqpuri  PTI Sharaqpur Sharif PP 139

Mian Abu Bakar Sharaqpuri  PTI Sharaqpur Sharif PP 139

Sahibzada Mian Aziz ud din Sharaqpuri Shehzada e Sher e Rabbani Naat Shareef

Sahibzada Mian Aziz ud din Sharaqpuri Shehzada e Sher e Rabbani Naat Shareef

Annual URS Mubarak AlSyed Tahir Allauddin AlQadri AlGillani Darbar e Ghousia Township Lahore

Annual URS Mubarak AlSyed Tahir Allauddin AlQadri AlGillani Darbar e Ghousia Township Lahore

زندہ کرامت فخرشیرربانی حضرت میاں خلیل احمد شرقپوری رحمۃ اللّٰہ علیہ

زندہ کرامت فخرشیرربانی حضرت میاں خلیل احمد شرقپوری رحمۃ اللّٰہ علیہ

SYED SHAHID HUSSAIN GARDEZI SAHIB NEW BYAN 2024 CHAK NO 134 RB MITRANWALI

SYED SHAHID HUSSAIN GARDEZI SAHIB NEW BYAN 2024 CHAK NO 134 RB MITRANWALI

Закани, Имран, Бешто — Ибуев Рамзани ваш кхелхина 1-буьйса.

Закани, Имран, Бешто — Ибуев Рамзани ваш кхелхина 1-буьйса.

Manqbat Ala Hazrt Mian Sher Muhammad Sharaqpuri R A by Sahibzada Mian Aziz ud Din Sharaqpuri

Manqbat Ala Hazrt Mian Sher Muhammad Sharaqpuri R A by Sahibzada Mian Aziz ud Din Sharaqpuri

Mehfil Milad-e-Mustafa Zere Sadarat Sultan ul Faqr 6th  2001

Mehfil Milad-e-Mustafa Zere Sadarat Sultan ul Faqr 6th 2001

Heer Waris Shah Kalaam By-Janab Sahibzada Peer Syed Faiz-ul-Hassan Shah Sahib.(پیر آف مراڑہ شریف)

Heer Waris Shah Kalaam By-Janab Sahibzada Peer Syed Faiz-ul-Hassan Shah Sahib.(پیر آف مراڑہ شریف)

Last Nasheest Annual Urs Sharif 2025 | Hazrat Khaleel Ahmed Sharaqpuri (RA) | Sharaqpur Sharif

Last Nasheest Annual Urs Sharif 2025 | Hazrat Khaleel Ahmed Sharaqpuri (RA) | Sharaqpur Sharif

Назам-Мухьаммад.

Назам-Мухьаммад.

Annual Mehfil of Giyarwin Sharif 11 Rabi ul Sani 2023 at Darbar e Ghousia Township Lahore.

Annual Mehfil of Giyarwin Sharif 11 Rabi ul Sani 2023 at Darbar e Ghousia Township Lahore.

Sahibzada Mian Aziz ud Din Sharaqpuri Naqshbandi Hazri Urs  Hazoor Mian Sher Muhammad Sharaqpuri RA

Sahibzada Mian Aziz ud Din Sharaqpuri Naqshbandi Hazri Urs Hazoor Mian Sher Muhammad Sharaqpuri RA

Janaza Hazrat Peer Syed Faiz-ul-Hassan Shah Sahib RA Peer Of Murarra Shareef.

Janaza Hazrat Peer Syed Faiz-ul-Hassan Shah Sahib RA Peer Of Murarra Shareef.

Pir Syed Fida Hussain Shah Hafizabadi Naqvi Urs Mubarak Hazoor Mian Sher Muhammad Sharaqpuri RA

Pir Syed Fida Hussain Shah Hafizabadi Naqvi Urs Mubarak Hazoor Mian Sher Muhammad Sharaqpuri RA

3rd Nasheest 100 Years Urs Mubarak 2025 | Hazoor Mian Sher Muhammad Sharaqpuri RA | Sharaqpur Sharif

3rd Nasheest 100 Years Urs Mubarak 2025 | Hazoor Mian Sher Muhammad Sharaqpuri RA | Sharaqpur Sharif

Question & Answer by Allama Arshad ul Qadri in Bahawalpur

© 2025 dtub. Все права защищены.

  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности

Контакты для правообладателей: infodtube@gmail.com