Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
dTub
Скачать

Wohi Rab Hai Jisne Tujhko | 2023 | Kalam E Aala-Hazrat | Abdul Sattar Razvi

Автор: Abdul Sattar Razvi

Загружено: 2023-01-20

Просмотров: 4193

Описание:

Kalam e Raza - Wahi Rab Hai Jisne Tujhko Hamatan Karam Banaya
Recited by - Abdul Sattar Razvi


Lyrics---
Urdu
وہی ربّ ہے جس نے تجھ کو ہَمہ تن کرم بنایا
ہمیں بھیک مانگنے کو تِرا آستاں بتایا
تجھے حمد ہے خدایا

تمہِیں حاکمِ برایا تمہِیں قاسمِ عطایا
تمہِیں دافَعِ بلایا تمہِیں شافَعِ خطایا
کوئی تم سا کون آیا

وہ کَنواری پاک مریم وہ نَفَخْتُ فِیْہ کا دم
ہے عجب نشانِ اعظم مگر آمنہ کا جایا
وہی سب سے افضل آیا

یہی بولے سِدرہ والے چمنِ جہاں کے تھالے
سبھی میں نے چھان ڈالے تِرے پایہ کا نہ پایا
تجھے یک نے یک بنایا

فَاِذَا فَرَغْتَ فَانْصَبْ یہ ملا ہے تم کو مَنصَب
جو گدا بنا چکے اب اُٹھو وقتِ بخشِش آیا
کرو قسمتِ عطایا

وَ اِلَی الْاِلٰہِ فَارْغَبْ کرو عرض سب کے مَطلب
کہ تمہیں کو تکتے ہیں سب کرو اُن پر اپنا سایا
بنو شافَعِ خطایا

ارے اے خدا کے بندو! کوئی میرے دل کو ڈھونڈو
مرے پاس تھا ابھی تو ابھی کیا ہوا خدایا
نہ کوئی گیا نہ آیا

ہمیں اے رضاؔ ترے دل کا پتا چلا بہ مشکل
درِ روضہ کے مقابل وہ ہمیں نظر تو آیا
یہ نہ پوچھ کیسا پایا

کبھی خَندَہ زیر لب ہے کبھی گِریہ ساری شب ہے
کبھی غم کبھی طَرب ہے نہ سبب سمجھ میں آیا
نہ اسی نے کچھ بتایا

کبھی خاک پر پڑا ہے سرِ چَرخ زیرِ پا ہے
کبھی پیشِ در کھڑا ہے سرِ بندگی جھکایا
تو قدم میں عرش پایا

کبھی وہ تَپک کہ آتِش کبھی وہ ٹپک کہ بارش
کبھی وہ ہجومِ نالِش کوئی جانے اَبر چھایا
بڑی جوشِشوں سے آیا

کبھی وہ چہک کہ بلبل کبھی وہ مہک کہ خود گل
کبھی وہ لہک کہ بالکل چمنِ جِناں کھلایا
گلِ قدس لہلہایا

کبھی زندگی کے اَرماں کبھی مَرگِ نو کا خواہاں
وہ جیا کہ مرگ قرباں وہ موا کہ زیست لایا
کہے روح ہاں جلایا

کبھی گم کبھی عِیاں ہے کبھی سردْ گَہ تَپاں ہے
کبھی زیرِ لب فَغاں ہے کبھی چپ کہ دم نہ تھا یا
رخِ کام جاں دکھایا

یہ تَصَوُّراتِ باطل تِرے آگے کیا ہیں مشکل
تری قُدرتیں ہیں کامل انھیں راسْتْ کر خدایا
میں انھیں شفیع لایا

English
Wohi Rab hay jisne tujh ko hamatan karam banaaya
Hamein bheek maangney ko tera aastaan bataaya
Tujhe hamd hay Khudaaya

Tumhin haakim e baraayaa tumhin qaasim e 'atayaa
Tumhin daaf' e balaayaa tumhin shaaf' e khataaya
Koi tum saa kaun aaya

Woh kunwaari paak Maryam woh nafakhtofeeh kaa dam
Hay 'ajab nishaan e a'azam magar Aamina ka jaaya
Wohi sab sey afzal aaya

Yahi boley sidrah waale chaman e jahaan key thaaley
Sabhi mein ney chaan daley tere paaye kaa nah paaya
Tujhe yak ney yak banayaa

Fa izaa faraghta fan sab y eh mila hay tum ko mansab
Jo gadaa bana chuke ab, uttho waqt e bakhshish aaya
Karo qismat e 'ataayaa

Wa Halilaahi farghab karo 'arz sab key matlab
Key tumhin ko takte hain sab karo un par apnaa saaya
Bano shaaf' e khataayaa

Arey aay Khuda key bando! koi mere dil ko dhoondo
Mere pass thaa abhi to abhi kya huwa Khudaayaa
Naa koi gaya nah aaya

Hamein aay Raza tere dil kaa pataa chalaa ba mushkil
Dar e rozah key muqaabil woh hamein nazar toh aaya
Yeh nah pooch kaisa paayaa

Kabhi khandah zer lab hay kabhi giryaa saari shab hay
Kabhi gham kabhi tarab hay nah sabab samajh mein aayaa
Nah usi ney kuch bataayaa

Kabhi khaak par paraa hay sar e charkh zer e paa hay
Kabhi pesh e dar khara hay sar e bandagi jhukaayaa
Tu qadam mein 'arsh paayaa

Kabhi woh tapak key aatish kabhi woh tapak key baarish
Kabhi woh hujoom e naalish koi jaane abr chaaya
Bari joshishon sey aaya

Kabhi woh chehek key bulbul kabhi woh mehek key khud gul
Kabhi woh lehek key bilkul chaman e jinaan khilaaya
Gul e quds lehlahaayaa

Kabhi zindagi key armaan kabhi margh e nau ka khwaahaan
Woh jiyaa key marg qurbaan woh mawaa key zeest laaya
Kahe rooh haan jilaayaa

Kabhi gum kabhi 'iyaan hay kabhi sard gah tapaan hay
Kabhi zer e lab faghaan hay kabhi chup key dam nah thaayaa
Rukh e kaam jaan dikhaayaa

Yeh tassawwuraat e baatil tere aage kya hain mushkil
Teri qudratein hain kaamil unhein raast kar Khudaaya
Mein unhein shafee' laayaa




🔵FOLLOW ABDUL SATTAR RAZVI
  / abdul_sattar_razvi_786  




#hamd#abdulsattarrazvi#azharistudio#kalamealahazrat #kalamerazastatus #kalame_aalahazrat #allahu #wohirabhaijisnetujhko#wahirabhai

Wohi Rab Hai Jisne Tujhko | 2023 | Kalam E Aala-Hazrat | Abdul Sattar Razvi

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео mp4

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио mp3

Похожие видео

Sunte Hai Ke Mehshar Me | New Tazmeen | ✍️Maulana Aaqib Raza Qadri | Abdul Sattar Razvi

Sunte Hai Ke Mehshar Me | New Tazmeen | ✍️Maulana Aaqib Raza Qadri | Abdul Sattar Razvi

Джем – Wohi Rab Hai Jisne Tujhko | 2023 | Kalam E Aala-Hazrat | Abdul Sattar Razvi

Джем – Wohi Rab Hai Jisne Tujhko | 2023 | Kalam E Aala-Hazrat | Abdul Sattar Razvi

MAULA YAA SALLI WASALLIM With Kalaam e Aala Hazrat & Mufti e Aazam #qasidaburdasharif #maulayasalli

MAULA YAA SALLI WASALLIM With Kalaam e Aala Hazrat & Mufti e Aazam #qasidaburdasharif #maulayasalli

Самые красивые нашиды

Самые красивые нашиды

KALAM E AALA HAZRAT WITH TAZMEEN |SUNTE HAI KE MEHSHAR MEIN |🎙️SAJID HUSSAIN QADRI |#kalamealahazrat

KALAM E AALA HAZRAT WITH TAZMEEN |SUNTE HAI KE MEHSHAR MEIN |🎙️SAJID HUSSAIN QADRI |#kalamealahazrat

Джем – Warmth

Джем – Warmth

Pul Se Utaaro Raah Guzar Tazmeen

Pul Se Utaaro Raah Guzar Tazmeen

Sair e Gulshan Kon Dekhe Dashte Taiba Chod Kar | Abdul Sattar Razvi Porbandar

Sair e Gulshan Kon Dekhe Dashte Taiba Chod Kar | Abdul Sattar Razvi Porbandar

Muzda Baade Aasiyo | Tazmeen | Abdul Sattar Razvi

Muzda Baade Aasiyo | Tazmeen | Abdul Sattar Razvi

Pohnchu Dare Sarkarﷺ Pe | Abdul Sattar Razvi | @AZHARISTUDIO786

Pohnchu Dare Sarkarﷺ Pe | Abdul Sattar Razvi | @AZHARISTUDIO786

Самая сильная дуа в Среда! Ризк, богатство, успех, счастье!

Самая сильная дуа в Среда! Ризк, богатство, успех, счастье!

Pul Se Utaaro Raah Guzar Ko Khabar Na Ho | Kalam e Aala Hazrat with #tazmeen | Abdul Sattar Razvi

Pul Se Utaaro Raah Guzar Ko Khabar Na Ho | Kalam e Aala Hazrat with #tazmeen | Abdul Sattar Razvi

munawwar meri ankhon ko mere shams-u-alduha kar de l with tazmeen l rafique raza qadri

munawwar meri ankhon ko mere shams-u-alduha kar de l with tazmeen l rafique raza qadri

Al Madad Peerane Peer Gaus e Azam Dastageer - Manqabat 2025 - Abdul Sattar Razvi

Al Madad Peerane Peer Gaus e Azam Dastageer - Manqabat 2025 - Abdul Sattar Razvi

Kalam e huzur tajushshariya || mustafa e zate yakta aap hai || by;- muhammad rafique raza qadri

Kalam e huzur tajushshariya || mustafa e zate yakta aap hai || by;- muhammad rafique raza qadri

Qasida E Ghousiya

Qasida E Ghousiya

Расслабляющая музыка, исцеляющая от стресса, беспокойства и депрессивных состояний, исцеляет #19

Расслабляющая музыка, исцеляющая от стресса, беспокойства и депрессивных состояний, исцеляет #19

KAABE KE BADRUDDUJA | [Qasida e Durood] | Track # 88 | HADAIQ E BAKHSHISH

KAABE KE BADRUDDUJA | [Qasida e Durood] | Track # 88 | HADAIQ E BAKHSHISH

Furqat E Taiba Ki Wehsat Dil Se Jaye Khair Se

Furqat E Taiba Ki Wehsat Dil Se Jaye Khair Se

TU SHAMME RISAALAT HAI | Kalaam e Huzur Mufti e Aazam with Tazmeen

TU SHAMME RISAALAT HAI | Kalaam e Huzur Mufti e Aazam with Tazmeen

© 2025 dtub. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]