Hazrat Adam A.S. Ki Dil Ko Chu Lenay Wali Dua | Rabbanā ẓalamnā Anfuṣanā | Quranic Dua in Urdu
Автор: Islam365days
Загружено: 2025-07-23
Просмотров: 167
Hazrat Adam (A.S.) aur Hawwa (A.S.) ne jab ghalti ki to Allah se ro ro kar yeh dua maangi.
Yeh dua Quran mein Surah Al-A'raf (7:23) mein hai:
"Rabbana ẓalamna anfusana wa illam taghfir lana wa tarhamna lana koonanna minal khasireen."
(Aey hamare Rab! Humne apne aap par zulm kiya. Agar Tu humein maaf na kare aur hum par reham na kare, to hum nuksaan uthane walon mein se ho jaayenge.)
Yeh dua har us shakhs ke liye hai jo tauba karna chahta hai.
Video ko like karein, share karein aur channel ko subscribe karna na bhoolein!
#AdamKiDua #QuranicDua #IslamicVideo #Tauba #DuaOfAdam #HazratAdam #Islam365days3 #HeartTouchingDua #QuranSeDua #Repentance
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: