Chaha Hai Tujhko | Mann (2025) | AamirKhan, Manisha Koirala | Udit Narayan |90's Sad Songs
Автор: Ankit Kushwaha
Загружено: 2025-12-16
Просмотров: 960
chaha hai tujhko chahunga har dam marke bhi dil se ye pyar na hoga kam teri yaad jo aati hai mere aasu bahte hai apna to milan hoga, pal pal ye kahte hai kya ye jindgani hai,bas teri kahani hai bas teri kahani hai, yeh jo jindgani hai chaha hai tujhko chahunga har dam marke bhi dil se ya pyar na hoga kam
teri wo bate, woh chahat ki rasme jhuthe the vade, kya jhuthi thi kasme jane tamanna kya ye sach hai bas itna keh de tut jaye na lamha aitbar ke de koi sila mere intjar ka chaha hai tujhko chahungi har dam marke bhi dil se ya pyar na hoga kam
teri hu teri jo chahe kasam le le mujhko humrahi tu apne gam de de sari umar hai mujhko dard judai ka sehna raste me khoi hai manjil meri mere sath jayengi mushkile meri
chaha hai tujhko chahunga har dam
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: