Yango 6 Km Ride Faire 900 | 7 Ghantay Mein 8500+ Earnings | Yango × InDrive
Автор: Hammad Javed
Загружено: 2025-12-24
Просмотров: 306
Aaj raat ke time Yango aur InDrive chala kar sirf 7 ghantay mein 8500+ earnings ho gayi. Is video mein night shift ka real scene share kiya hai — kis waqt rides zyada milti hain, kaun se areas night mein best perform karte hain, aur peak time ka kitna faida hota hai.
Fuel ka complete hisaab, Alto car ki night city average, petrol cost, aur commission cut ke baad real earning bhi detail mein batayi hai. Waiting rides, short aur long trips ka experience bhi cover kiya gaya hai.
Agar aap raat mein driving karte ho ya night shift plan kar rahe ho, to yeh video aapke liye bohot helpful hai.
Video end tak zaroor dekhna — night earning ka full truth milega.
#yangopro #yango #indrive #bykeapartner #vlog #ridevlog #uber
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: