"Teen Dost, Ek Pahad… Aur Hanuman Tekdi Ka Asli Raaz 🙏⛰️”
Автор: R.A.M vlogs
Загружено: 2025-11-29
Просмотров: 25
🌄 DAY 6 — Aryan Ke Saath Wapas Mountain Par!
Aaj ka din thoda special tha —
Raj aur Mahesh ke saath Aryan bhi aaya, so vibe automatic high ho gayi 😄
Same Hunuman Tekdi spot par gaye,
masti ki, walk ki, workout kiya…
Aur iss baar finally
humne camera par dikhaya wo chhota sa Hanuman ji ka mandir
jisse is pahad ka naam “Hanuman Tekdi” pada 🙏✨
Chhoti si jagah, lekin bahut peaceful.
Aaj ka vlog thoda adventure + thoda bhakti + thodi masti ka combo tha.
➡️ Dekhna end tak — Aryan ke aane se energy alag hi thi 😄
➡️ Like, Share, Subscribe for Day 7!
🔖 Hashtags:
#day6vlog #hanumantekdi #templetour #aryanrajmahesh #mountainvlog #dailyvlogseries #friendsvlog #pahadivlog #hanumanmandir
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: