A Full Day Vlog | Taking My Baby to the Hospital Today
Автор: Imrana Family Vibes
Загружено: 2025-12-06
Просмотров: 41
A Full Day Vlog | Taking My Baby to the Hospital Today
#BabyHealth#MomLifeVlog#FullDayVlog
Assalamu Alaikum doston! Aaj ka mera vlog thoda sa emotional bhi hai aur thoda sa hectic bhi, kyunki mera pura din masroofiyat mein guzra. Meri beti subah se hi bimar thi — usko khansi, nazdla, jhukam aur halka sa bukhar tha. Is wajah se main bohot pareshan ho gai aur usko turant doctor ke paas lekar gai. Doctor ne uska checkup kiya, injection bhi laga, aur kuch medicines likh kar di hain. Aap sab dua karein ki meri beti jaldi se teek ho jaye. Ameen.
Bachon ko jab zara sa bhi bukhar ho jaaye, to maa ka dil kitna bechain ho jata hai, yeh aap sab samajh sakte hain. Saath hi saath main ghar ke kuchh kaam bhi karti rahi, kyunki routine chalti rehti hai. Aaj ka vlog main ne isliye record kiya taake aap sab ke saath apni daily life share kar sakun — ek real mom-life routine jo kabhi aasaan nahi hota, lekin phir bhi hum muskurate rehte hain.
Umeed hai aapko aaj ka vlog pasand aayega. Duaon mein yaad rakhiye ga. ❤️
Full Day Vlog | Highlight: My Mom’s Beautiful Home Shop👇
• Full Day Vlog | Highlight: My Mom’s Beauti...
My Sick Baby Today
Baby Health Update
Doctor Visit Day
Beti Ka Checkup
Injection Lag Gaya
Baby Not Well
Pray for My Baby
Tough Day with Baby
Cough & Fever Day
Bimar Beti Vlog
#BusyMomRoutine
#BabyIsUnwell
#HospitalVisit
#KidsFever
#DailyVlog
#RealLifeVlog
#MomStruggles
#BachonKiTabiyat
#KhansiBukhar
#MotherhoodJourney
#PrayForMyBaby
#FamilyVlogs
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: