The Reality of Jahannam | Qayamat Ka Manzar | Quran Stories
Автор: Islam Verse
Загружено: 2025-12-14
Просмотров: 20266
#jahannam #aimovie #pulsirat #dayofjudgment
This Video Is Only For Educational Purpose.
Ap jante hain ke Jahannam ki aag dunya ki aag se 69 darjay zyada tez hai? 😢 Is video mein hum Qayamat ke us khaufnak din ka manzar bayan karenge jab Suraj zameen ke qareeb hoga, Pul Siraat ka safar shuru hoga, aur Jahannam ko 70,000 lagamo se kheench kar laya jayega. Video ke aakhir mein us khush-qismat shakhs ki kahani zaroor dekhein jo Jahannam se sabse aakhir mein nikal kar Jannat mein jayega.
Is Video Ma Ap Dekh Sakty Hae:
Qayamat Ka Manzar (Day of Judgment Scene)
Jahannam Ki Haqeeqat (Reality of Hell)
Pul Siraat Ka Safar (Journey of the Bridge)
Jahannam Ka Azab (Punishment of Hellfire)
Zaqqum Aur Hameem (Food & Drink of Hell)
Be Namazi Ki Saza (Punishment for Not Praying)
Sood Khor Ka Anjam (End of the Usurer)
Maut Ki Maut (Death of Death)
Sab Se Aakhri Jannati (Last Person to Enter Paradise)
Emotional Islamic Story
00:00 - Intro:Qayamat ka Din aur Suraj ka Azab
01:30 - Jahannam ki Aamad aur Khaufnak Awaaz
02:21 - Tauba (Reminder)
02:46 - Pul Siraat ka Khatarnaak Safar
05:40 - Maut ko Maut Ana
06:20 - Jahannamiyon ka Physical Azab (Zanjeerain)
07:57 - Zaqqum ka Darakht
10:13 - Jannat walon aur Jahannamiyon ki Baat Cheet
12:07 - Be-Namazi aur Sood Khor ka Anjaam
13:10 - Zina aur Gheebat Karne Walon ki Saza
14:07 - Namaz ko Zaya or Gaflat karna
16:33 - Musalman Gunahgaron ki Jahannam se Rihaayi
17:54 - Jahannam se Nikalne Wala Sabse Aakhri Shakhs
20:50 - Kuffar ka Anjaam aur Ikhtitami Dua
Is video mein bayan ki gayi maloomat Quran-o-Sunnah aur Hadees ki roshni mein jama ki gayi hain. Hum ne puri koshish ki hai ke aap tak sahi ilm pohanchayein, lekin Insaan hone ke naate hum se galti, bhool chook ya alfaz ke chunao mein kami beshi ho sakti hai. Agar aap ko koi galti nazar aaye to humein comment mein zaroor aagah karein taake hum islah kar sakein. Authentic aur mukammal tahqeeq ke liye aap khud Quran Majeed aur Sahih Hadees ka mutala karein. Allah hum sab ki galtiyon ko muaaf farmaye Ameen. JazakAllah.
Islam Verse ko subscribe karein Videos ko Like karein, share karein,
taake aap tak Islamic Stories, Anbiya, Sahaba or Qur’an aur Sunnat se judi nayi maloomat pohnchti rahe.
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: