Black Se Brown Hair Transformation | Highlights Par Glossing
Автор: Glam by zareen
Загружено: 2025-12-22
Просмотров: 82
#Assalam o Alaikum 🤍
Is video mein main ne client ke black hair ko brown shade mein convert kiya hai aur highlights par glossing karke color ko fresh, shiny aur smooth look diya hai ✨
Step by step process short mein dikhaya gaya hai, taake aapko idea ho jaye ke black se brown shade kaise achieve hota hai aur glossing highlights par kitna difference laati hai.
Color glossing se:
✔️ Shine barhti hai
✔️ Roughness kam hoti hai
✔️ Hair fresh aur healthy look karta hai
Agar aap complete detail videos dekhna chahte hain to meri YouTube channel ki baqi videos zaroor dekhein.
Beshaq Khuda mehnat karne walon ke sath hota hai 🤍
Aap sab ki support aur duaon ka bohat shukriya.
Video pasand aaye to like, share aur channel ko subscribe zaroor karein 🌸
black to brown hair
black to brown transformation
hair color transformation
brown hair color
highlight glossing
hair glossing treatment
salon hair color
pakistani salon
hair color ideas
hair makeover
professional hair color
glam by zareen
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: