Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
dTub
Скачать

Teri zahra (a.s) pe musibat ki ghari hai - Khowaja Ali Kazim kalam

Автор: Voice of karbalaa

Загружено: 2023-11-26

Просмотров: 1872

Описание:

TERI ZAHRA PE MUSIBAT KI GHADI HAI Teri zahra pe musibat ki ghadi hai

Haay sayyeda 4

Baba mere baba 5

Teri zahra pe musibat ki ghadi hai 
Haay baba
Teri zahra pe musibat ki ghadi hai 2

Kaise darwaazahataau 
Kaise mohsin ko bachaau
Saas seene me ruki hai

1)haath me jiske mera haath diya tha tumne
Kehke man kunto jise maula kaha tha tumne
Maine har mod pe baba
Saath uska hai nibhaaya
Kya mera jurm yahi hai

2)teri ummat ne banaadi hai ye haalat baba
Koi pasli bhi nahi meri salamat baba
Saas leti hu mai jis dam
Rukne lagta hai mera dam
Sirf marne ki kami hai

3)kabhi darbaar me peshi ko bulaate hai hame
Kabhi darwaaze pe aa aake sataate hai hame
Mere ye phool se bachhe 
Puchte hai yahi mujhse
Kya khata hamse hui hai

Sharm aati hai bhala tumko bataau kaise
Ye tamacho ke nishaa tumko dikhaau kaise
Tum na pehchaan sakoge
Dekhkar mujhko kahoge
Kya meri zahra yahi hai

Ye aziat ye khamoshi nahi dekhi jaati 
Mujhse tanhaai ali ki nahi dekhi jaati
Tera paigham sunane
Haq wilayat ka batane
Zahra ghar ghar me gayi hai

Aapke sog me tareek na dekha gaya ghar
Aag darwaaze pe ummat ne lagaadi aakar
Babajaa baad tumhare
Dekhiye gharme hamare
Roshni kaise hui hai 

Kabre zahra se takallum ye sada aati hai
Kitni sadiyo se meri kabr pe veerani hai
Phool turbat pe chadaake
Ek diya laake jalaake
Kya madine me koi hai

#syedazainab #mirhassanmir #noha #manqabat #whatsappstatus #qasida #noha2023 #nohay #qasidah

Teri zahra (a.s) pe musibat ki ghari hai - Khowaja Ali Kazim kalam

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео mp4

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио mp3

Похожие видео

Teri Zehra Pe Musibat ki ghadi hai |ali kazim khwaja ||Karachi nihstar park || ayam e fatima||

Teri Zehra Pe Musibat ki ghadi hai |ali kazim khwaja ||Karachi nihstar park || ayam e fatima||

Best Naat 2026 - Ashkon Ki Guzarish Hai - Jawad Raza Qadri - LOFI VERSION

Best Naat 2026 - Ashkon Ki Guzarish Hai - Jawad Raza Qadri - LOFI VERSION

Ya Ali teri Fatima lai Zindagi aey Qaza | Noha BIBI Fatima Zahra as | Shahzaib Hassan Party

Ya Ali teri Fatima lai Zindagi aey Qaza | Noha BIBI Fatima Zahra as | Shahzaib Hassan Party

Abbas Ko Jabir Wanj Aakhein Noha 2023 || عباس کو جابر ونج آکھیں نوحہ

Abbas Ko Jabir Wanj Aakhein Noha 2023 || عباس کو جابر ونج آکھیں نوحہ

Я Фатима Ка Каркай Вазифа || Мир Хасан Мир 2025-26 || Джашан, Тазиль, Хиджаб и Кибрия, 2025–26 гг.

Я Фатима Ка Каркай Вазифа || Мир Хасан Мир 2025-26 || Джашан, Тазиль, Хиджаб и Кибрия, 2025–26 гг.

15 Shaban Manqabat 2022 - Aa Bhi Jao Imam e Zamana - Manqabat Imam Mehdi 2022 - Karbalai Brothers

15 Shaban Manqabat 2022 - Aa Bhi Jao Imam e Zamana - Manqabat Imam Mehdi 2022 - Karbalai Brothers

Mufti Muneeb Ur Rehman Against Dr Dajjali & Mufti Rashid | Muhammad ali mirza

Mufti Muneeb Ur Rehman Against Dr Dajjali & Mufti Rashid | Muhammad ali mirza

Roi Jab Ladli Muhammad Ki Sara Darbar Muskuraya | Kazmi Brothers 110 | 30 January 2021 Sheikhupura

Roi Jab Ladli Muhammad Ki Sara Darbar Muskuraya | Kazmi Brothers 110 | 30 January 2021 Sheikhupura

Teri Zehra (sa) Pay Musibat Ki Ghari Hai | Mir Hasan Mir

Teri Zehra (sa) Pay Musibat Ki Ghari Hai | Mir Hasan Mir

hun das ali nu me ki mana | New Qasida 2024 | ہنڑ دس علی ع نوں میں کی منا #qasida #qaseeda #status

hun das ali nu me ki mana | New Qasida 2024 | ہنڑ دس علی ع نوں میں کی منا #qasida #qaseeda #status

9th Muharram Majlis | Maulana Syed Ali Raza Rizvi| Topic: Dua | Imam Bargah Jaffar e Tayyar Malir

9th Muharram Majlis | Maulana Syed Ali Raza Rizvi| Topic: Dua | Imam Bargah Jaffar e Tayyar Malir

Noha Bibi Fatima Zahra (sa) | Ya Fatema Ya Zahra | Ali Akbar Ameen Noha 2015 -16

Noha Bibi Fatima Zahra (sa) | Ya Fatema Ya Zahra | Ali Akbar Ameen Noha 2015 -16

Khawaja Ali Kazim & Syed Siraj Rizvi | Noha 2023 | Teri Zahra Pay Musibat Ki Ghari Hay | Haye Baba

Khawaja Ali Kazim & Syed Siraj Rizvi | Noha 2023 | Teri Zahra Pay Musibat Ki Ghari Hay | Haye Baba

Hindu Reacts To Teri Zehra Pay Musibat Ki Ghari Hai | Mir Hasan Mir | Indian Boy Reactions

Hindu Reacts To Teri Zehra Pay Musibat Ki Ghari Hai | Mir Hasan Mir | Indian Boy Reactions

Милая девушка из Омска, ставшая монстром. История Елены Повеляйкиной

Милая девушка из Омска, ставшая монстром. История Елены Повеляйкиной

Nizamuddin Ka Urooj vs Raiwind Ka Zawal | Mufti Akhtar Hussain @AJ.Official @yousafjamilMTJ

Nizamuddin Ka Urooj vs Raiwind Ka Zawal | Mufti Akhtar Hussain @AJ.Official @yousafjamilMTJ

Jab Mujhe Apke Qatil Ne Hai Mara Baba

Jab Mujhe Apke Qatil Ne Hai Mara Baba

Ayyam e Fatimiyah Noha 2025 | Ya Zahra sa | Shahid Baltistani | Noha Bibi Fatima Zahra

Ayyam e Fatimiyah Noha 2025 | Ya Zahra sa | Shahid Baltistani | Noha Bibi Fatima Zahra

Teri Zehra (s.a) pe Musebat ke

Teri Zehra (s.a) pe Musebat ke

© 2025 dtub. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]