Creamy & Healthy Makhana Kheer | मखाने की खीर बनाने का आसान तरीका
Автор: The Nutmeg
Загружено: 2026-01-01
Просмотров: 200
Namaste Friends! 🙏
Aaj hum banayenge sabki pasandida aur swasthya se bharpoor Makhana Kheer. Yeh kheer na sirf swadisht hai, balki vrat (fasting) jaise Navratri, Janmashtami ya Shivratri ke liye ek perfect dessert hai. Makhana (Fox Nuts) nutrients se bharpoor hote hain, isliye yeh bachon aur badon dono ke liye faydemand hai.
Is video mein maine share kiye hain kuch khaas tips jisse aapki kheer banegi ekdum creamy aur rabri jaisi. Toh video ko ant tak zaroor dekhein!
/ 1dmge5ptna
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: