Dil Nashee'n Dil Ruba Hai Muhammad Ka Naam | Urdu Lyrics Naat Sharif | Shahbaz Bastavi
Автор: Shahbaz Bastavi Official
Загружено: 2025-07-10
Просмотров: 641825
Dil Nashee'n Dil Ruba Hai Muhammad Ka Naam | Urdu Lyrics Naat Sharif | Shahbaz Bastavi #lyricsnaat
Title:- Dilnasheen dilruba hai muhammad ka naam
kalam:- Mufti Saeed Arshad Al Hussaini
Voice:- Shahbaz Bastavi
Don't Forget To Like, Comment, Share & Subscribe
[ THANKS FOR WATCHING THIS VIDEO ]
"السلام علیکم ورحمۃ اللّٰہ وبرکاتہ"
خوش آمدید 💐
حمد, نعت, نظم, منقبت, مناجاتِ باری تعالٰی, غزل, ترانہ اور دیگر اسلامک ویڈیوز کیلئے ہمارے چینل کو سبسکرائب کریں۔..
"Assalamualaikum, warahmatullahi, wabarakatuh"
Welcome To Our YouTube Channel © Shahbaz Bastavi Official 💐
Plz Subscribe To Our Channel For Hamd, Naat, Nazam, Manqabat, Munajat e bari taala, Ghazal,Tarana, And Other Islamic Videos...
Disclaimer"
Copyright Disclaimer under Section 107 of the copyright act 1976, allowance is made for fair use for purposes such as criticism, comment, news reporting, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favour of fair use.
🛑 All audio in this video is 100% original and recorded in the voice of Shahbaz Bastavi. No reused or third-party voice has been used.
اردو لیرکس" 👇
دل نشیں دل رُبا ہے محمّد کا نام
کس قدر پُر ضیاء ہے محمّد کا نام
لب ہیں جب ملتے اُلفت سے اِک دوجے کو
تب ہی ہوتا اَدا ہے محمّد کا نام
غم کے ماروں سیاہ کاروں بیماروں کی
دھڑکنوں میں بَسا ہے محمّد کا نام
بندگئِ خدا کی طرف کھینچتی
اِک مبارک صَدا ہے محمّد کا نام
کلمہ قرآن میں اپنی اَذان میں
رَب نے کیسے جَڑا ہے محمّد کا نام
لَا اِلٰہ اِلّا اللّٰہ محمّد الرّسول اللّٰہ
کلمے میں سَج رہا ہے محمّد کا نام
بعدِ ربِّ اَحد حشر میدان میں
اِک شفیع آسرا ہے محمّد کا نام
جو ہمیں رَب ہمارے سے مِلوا گیا
وہ نشاں وہ پتہ ہے محمّد کا نام
کُل نبیوں میں رَب نے چُنا آپ کو
ناموں میں پھر چُنا ہے محمّد کا نام
جھونکا ٹھنڈی ہَوا کا مجھے چُھو گیا
میں نے جب بھی لکھا ہے محمّد کا نام
نام لیوا ہے اَرشد صحابہ کا تُو
یہ صِلے میں ملا ہے محمّد کا نام
Lyrics " 👇
dil nasheen dilruba hai muhammad ka naam
kis qadar pur ziya hai muhammad ka naam
lab hain jab milte ulfat se ek duje ko
tab hi hota ada hai muhammad ka naam
gham k maron siyah karon beemaron ki
dhadkanon me basa hai muhammad ka naam
bandagi e khuda ki taraf kheenchti
ek mubarak sada hai muhammad ka naam
kalma quran mein apni azan mein
rab ne kaise jada hai muhammad ka naam
la ilaha illallah muhammadur rasulullah
kalme mein saj raha hai muhammad ka naam
baad e rabb e ahad hashr maidan mein
ek shafee aasra hai muhammad ka naam
jo hamein rab hamare se milwa gaya
wo nishan wo pata hai muhammad ka naam
kul nabiyon mein rab ne chuna aapko
namon mein phir chuna hai muhammad ka naam
jhonka thandi hawa ka mujhe chhu gaya
main ne jab bhi likha hai muhammad ka naam
naam lewa hai arshad sahaba ka tu
ye sile mein mila hai muhammad ka naam
#urdulyricsnaat #dilnasheen #dilruba #muhammad #urdunaat #jummamubaraknaat #beautifulnaatshareef #hearttouchingnaat #bestnaat #emotionalnaat #madinanaat #popularnaat #bestnaatintheworld #worldbestnaat #newnaat #newnaat2025 #shahbazbastavinaat #shahbazbastavi #shahbazbastaviofficial
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: