VARANASI KA ASLI SACH 🕉️
Автор: GoggalVlogs
Загружено: 2025-12-03
Просмотров: 7641
kuch alag hi anubhav de gaya…⚡
Aaj hum पहुंचे Kashi, jahan dekhe bhin-bhin prakar ke mandir, mahaul bhakti se bhara hua aur har kadam par ek naya adhyatmik ehsaas.
Iss vlog mein humne dekha anti-sanskar ghat, jahan jalti chitaye aadhi raat tak ek alag hi shanti aur rahasya ka ehsaas de rahi thi.
Kaashi ka ye andekha, dark aur spiritual side — jeevan ke sabase bade rahsyo ko khol deta hai.
Aaj ka din sirf darshan ka nahi, balki andar tak hila dene wale anubhav ka tha.
Aadhi raat tak baithkar humne mehsoos kiya ki yahi jagah jeevan aur mrityu ka asli arth samjhati hai…
👉 Pure vlog mein Kashi ka raaz, mandiron ki khoobsurti, aur ghaton ki khamoshi — sab kuch cover kiya hai.
📍 If you love spiritual, mysterious and raw real-life experiences, this vlog is for you.
Like, Share & Subscribe ❤️
#ajitrahar #ajitraharvlogs #soda
@ajitraharvlogs @ajitrahar
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: