Surah Kahaf ka Raaz | 15 Din Allah ka Jawab kyun nhi aya | Engineer Muhammad Ali Mirza
Автор: Taleem-e-Islam
Загружено: 2025-10-29
Просмотров: 12515
Surah Kahaf ka Raaz | 15 Din Allah ka Jawab kyun nhi aya | Engineer Muhammad Ali Mirza
Is video mein Engineer Muhammad Ali Mirza ne wo waqia bayan kiya hai jab kafiron ne Nabi SAW se 3 sawalat kiye the jinka jawab Allah ne 15 din baad farmaaya. Ye waqia Surah Kahf ke nazool se pehle ka hai jahan 3 qisson ka zikr aya: Ashab e Kahf, Musa aur Khizr ka waqia, aur Zulkarnain ka safar.
Is video mein mukammal tafseel se samjhaya gaya hai ke wo 3 sawal kya thay, jawab der se kyun aya, aur is waqia se kya sabak milta hai. Janiye Qur’an ke in waqiat ka asal maqsad aur unka paigham.
📌 Facebook par follow karein:
https://www.facebook.com/profile.php?...
📌 Video Chapters:
Introduction
Kafiron Ke 3 Sawalat
Nabi SAW Ka Intizaar Aur Pareshani
15 Din Tak Wahi Ka Na Ana
Surah Kahf Ka Nazool
Ashab e Kahf, Musa aur Khizr, Zulkarnain ke Qissay
Is Waqia Se Milne Wale Dars Aur Ibrat
#SurahKahf #EngineerMuhammadAliMirza #NabiSAW #IslamicHistory #QuranicStories #AshabeKahf #MusaAurKhizr #Zulkarnain #Wahi #IslamicVideo #Tafseer
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: