What Is Change Management ? | How Life Changes Impact Mental Health | Mental Health Awareness
Автор: Psychiatry Clinic
Загружено: 2025-09-18
Просмотров: 192
What is Change? | How Life Changes Impact Mental Health | Mental Health Awareness
Is video me Dr Fur Haider (Consultant Psychiatrist) detail me samjha Rahein Hai ke “Change” yani tabdeeli kya hoti hai aur ye hamari Mental Health (Zehni Sehat) par kis tarah asar انداز karti hai. Jab koi insan apni zindagi me bari tabdeeli ka samna karta hai, jaise ke ek jagah se doosri jagah move karna (migration, shifting, relocation), job change, school ya environment change to uska direct taaluq zehni sehat aur emotional well-being ke sath hota hai.
Dr Fur Haider bataten hain ke change kabhi positive hota hai aur kabhi challenging, aur logon ko us waqt anxiety, stress, ya depression ka samna karna par sakta hai. Ye video un sab ke liye bohot informative hai jo apni zindagi me bari tabdeelion ka samna kar rahe hain aur samajhna chahte hain ke kis tarah se apne aap ko mentally strong banaya jaye.
👉 Topics covered in this video:
What is Change in psychology?
Change aur Zehni Sehat ka taaluq
Jab insan jagah change karta hai to zehni sehat par kya asar hota hai
Change aur Stress, Anxiety aur Depression ka connection
Positive Change aur uske faide
Mental Health Awareness in Urdu
Agar aap ya aapke loved ones life changes ka samna kar rahe hain to ye video unke liye ek valuable guide sabit hogi.
#change #mentalhealth #mentalhealthawareness #depression #anxiety #psychiatry
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: