Rajesh Roshan Ke Banaye Is First Song Ko Sunkar Ro Pade The Mehmood |
Автор: Retro Shavez
Загружено: 2025-02-05
Просмотров: 23433
Rajesh Roshan Ke Banaye Is First Song Ko Sunkar Ro Pade The Mehmood |
#kishorekumar #retroshavez #latamangeshkar
Retro Shavez ke yaadon ke ruhani qisse me ye baat hai saal 1974 me release Hui film Kunwara baap ki aur is film ke gano ki jinko gaaya tha singer Mohammed Rafi, kishore kumar aur lata mangeshkar ne. Is movie me ek Lori thi jo lata mangeshkar aur kishore kumar ne gayi thi. Aa ri aaja nindiya.. isko sunkar actor mehmood ro pade the aur film dekhne wale darshak bhi ro jaya karte the..
Aur ek geet jo mohd Rafi ne gaaya tha saj rahi gali meri maan ye bade hit gane the.. inko likha tha lyricist Majrooh sultanpuri ne music tha Rajesh Roshan ka..
Hi I am Shavez Khan please subscribe to my channel for more videos for business inquiry please contact me at [email protected]
#gana #hindicinema #hindisong #mohammedrafi #rajeshroshan
#roshan
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: