YAKHA YAKHNI O DA 3 DOSTAN | EXPLAIN IN PASHTO BY PASHTO SCREEN
Автор: Pashto Screen
Загружено: 2025-12-24
Просмотров: 16227
Is video mein hum Frozen (2010) ki kahani explain karenge — teen dost ski resort par fun ke liye jaate hain, lekin ek ghalti unki zindagi ka sab se bara nightmare ban jaati hai.
Ski lift band ho jaati hai aur woh barf ke aasman mein latak jaate hain, neeche bhooke wolves ghoom rahe hote hain.
Sardi, bhook, dard aur darindon ke beech unke paas sirf do choices hoti hain:
ya intezar… ya phir jump!
Ye kahani hai survival, fear aur insani himmat ki, jahan ek ghalat faisla maut ban sakta hai.
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео mp4
-
Информация по загрузке: